Jab Bhi Dekhu Tu Kanha Ke by Asha Bhosle song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Ram Bhardwaj |
Label: | Saregama |
Genre: | Dance |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Jab Bhi Dekhu Tu Kanha Ke lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Chhota Baap (1977). The music of Jab Bhi Dekhu Tu Kanha Ke Dance track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Ram Bhardwaj. Oo ho oo hari nigodi leke rahati Kanha ko dukh deti unke mithe mithe Hotho ka tu chumban leti Jab bhi dekhu tu kanha ke Mukh se lagi murali tu sotan Hamari badi jab bhi dekhu tu Jab bhi dekhu tu kanha ke Mukh se lagi murali tu sotan Hamari badi jab bhi dekhu tu Unki sanso me ghul mil ke Unke sang sang gati Sat suro wali nagan tu Hamari parit churati Radha mohan ke tu bich Aake khadi murali tu sotan Hamari badi jab bhi dekhu Tu kanha ke mukh se Lagi murali tu sotan Hamari badi jab bhi dekhu tu Adhar ki sej pe soke Sham ko kahe satati Adhar ki sej pe soke Sham ko kahe satati Nachati ek pag par unko Pav unse tu dabwati Aadhi rat ko apni dhun se Humko bhi hichakilati Khud chipaki rahati hotho se Aur humko tarasati, hath Dhoke tu kyu hamare pichhe padi Murali tu sotan Hamari badi jab bhi dekhu tu Tu kanha ke mukh se Lagi murali tu sotan Hamari badi jab bhi dekhu tu atozlyric.com Jab bhi jau mai madhuban me Aisi aati mere man me Jab bhi jau mai madhuban me Aisi aati mere man me Chhin ke sham se tujhko Dubo du zamuna jal me Tujhko jadu tona karte Dekha humne aankho Tere zigar me sat chhed to Hamare zigar me lakho bharam aate hai Mohan ka man har ghadi murali tu sotan Hamari badi jab bhi dekhu Tu kanha ke mukh se Lagi murali tu sotan Hamari badi jab bhi dekhu tu. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jab Bhi Dekhu Tu Kanha Ke lyrics in Hindi by Asha Bhosle, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.