Chale Ho Kahan by Asha Bhosle, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Omkar Prasad Nayyar |
Lyricist: | Majrooh Sultanpuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Chale Ho Kahan lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Bhagam Bhag (1956). Chale Ho Kahan Happy soundtrack was composed by Omkar Prasad Nayyar with lyrics written by Majrooh Sultanpuri. Masiha ban ke bimaaron ko Is par chhode jate ho Taqalif bhi de jate ho Dil bhi tode jate ho Chale ho kahaan Chale ho kahaan Kar ke ji bekaraar Chale ho kahaan Kar ke ji bekaraar O saiyaan raaja O saiyaan raaja Dil mein sama ke atozlyric.com Bhulane waali dekh Liya tera pyaar Bhulane waali dekh Liya tera pyaar Nikaala hame Nikaala hame Ghar mein bula ke Chale ho kahaan Chale ho kahaan Kar ke ji bekaraar O piya na ja re meri qasam O piya na ja re meri qasam O main to mar Jaayungi re sanam O main to mar Jaayungi re sanam O saiyaan raaja O saiyaan raaja Dil mein sama ke Bhulane waali dekh Liya tera pyaar Bhulane waali dekh Liya tera pyaar O jhuthi jhuthi tu Kasme na kha O jhuthi jhuthi tu Kasme na kha O gori jaane de dil na jala O gori jaane de dil na jala Nikaala hame Nikaala hame Ghar mein bula ke Chale ho kahaan Kar ke ji bekaraar Chale ho kahaan Kar ke ji bekaraar O aaja tujhape Luta dun ye pyaar O aaja tujhape Luta dun ye pyaar O dil ki bagiya Nazar ki bahaar O dil ki bagiya Nazar ki bahaar O saiyaan raaja O saiyaan raaja Dil mein sama ke Bhulane waali dekh Liya tera pyaar Bhulane waali dekh Liya tera pyaar Agar ye sach hai To raazi hain ham Agar ye sach hai To raazi hain ham Tu meri gori Main tera balam Tu meri gori Main tera balam Nikaala hame Nikaala hame Ghar mein bula ke Chale ho kahaan Kar ke ji bekaraar Chale ho kahaan Kar ke ji bekaraar Bhulane waali dekh Liya tera pyaar Bhulane waali dekh Liya tera pyaar. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Chale Ho Kahan lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, music by Omkar Prasad Nayyar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.