Aisa Main Shaitaan by Raftaar song Lyrics and video
Artist: | Raftaar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Amit Trivedi |
Lyricist: | Rakesh Kumar (Kumaar) |
Label: | Panorama Music |
Genre: | Pop |
Release: | 2024-02-29 |
Lyrics (English)
AISA MAIN SHAITAAN LYRICS: The song is sung by Raftaar from the soundtrack album for the film Shaitaan , directed by Vikas Bahl, starring Ajay Devgn, R. Madhavan, Jyotika, Janki Bodiwala and Anngad Raaj. "AISA MAIN SHAITAAN" song was composed by Amit Trivedi , with lyrics written by Rakesh Kumar (Kumaar) . Jaadu hai jubaan bas mein karlu jaan Toh kaampe aatma aisa main shaitaan Tantar na mantar na koi antar Mujhse hai balwaan aisa main shaitaan Kaali raaton ka kala saya hu Kaal mere bas mein kaali maya hu Meri ichha se dunia chalti hai Mere bas mein kathputli ki jaan Aisa main shaitaan Aisa main shaitaan Aisa aisa aisa aisa aisa aisa Mere jaisa koi kabhi na hua hai Meri shaktiyon mein pareton ki dua Na hi main mita tha na hi na hi main mitunga Mera toh mukaddar dekho maine hi likha Main shikari sab pe bhaari Chedoge jo tum jaagega haiwaan Sabke andar hi soya hai shaitaan Kabze mein shaitaan na kar paya insaan Isliye insaan fir banta shaitaan Kaali raaton ka kala saya hu Kaal mere bas mein kaali maya hu Tum khilone ho tumse khelunga Khel khel mein pahuncha du shamshaan Aisa main shaitaan Aisa main shaitaan Aisa aisa aisa aisa aisa aisa Aisa main shaitaan Aisa main shaitaan Aisa aisa aisa aisa aisa aisa Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aisa Main Shaitaan lyrics in Hindi by Raftaar, music by Amit Trivedi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.