Apne Khatir Jeena Hai by Mahendra Kapoor, Sudha Malhotra song Lyrics and video
Artist: | Mahendra Kapoor, Sudha Malhotra |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Datta Naik |
Lyricist: | Sahir Ludhianvi |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Apne Khatir Jeena Hai lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor, Sudha Malhotra from Dhool Ka Phool (1959). Apne Khatir Jeena Hai Playful soundtrack was composed by Datta Naik with lyrics written by Sahir Ludhianvi. atozlyric.com Apne khatir jeena hai Apne khatir marna hai Hone do jo hota hai Apne ko kya karna hai Apne khatir jeena hai Apne khatir marna hai Hone do jo hota hai Apne ko kya karna hai Jinko jag ki chinta hai Wo jag ka dukh jhelenge Ham sadko par nachenge Phoot patho par khelenge Jinko jag ki chinta hai Wo jag ka dukh jhelenge Ham sadko par nachenge Phoot patho par khelenge Unko aahe bharne do Jinko aahe bharna hai Apne khatir jeena hai Apne khatir marna hai Hone do jo hota hai Apne ko kya karna hai Apne khatir jeena hai Apne khatir marna hai Hone do jo hota hai Apne ko kya karna hai Pyar ki bhiksha mangi to Logo ne dhutkar diya Aakhir hamne dunia ko But ki nok se mar diya Pyar ki biksha mangi to Logo ne dutkar diya Aakhir hamne dunia ko But ki nok se mar diya Yuhi umar gujarna thi Yuhi umar gujarna hai Apne khatir jeena hai Apne khatir marna hai Hone do jo hota hai Apne ko kya karna hai Apne khatir jeena hai Apne khatir marna hai Hone do jo hota hai Apne ko kya karna hai Apne jaise befikare Or nahi si basti mein Dunia gum me dubi hai Hum dube hai masti me Apne jaise befikare Or nahi si basti mein Dunia gum mein dubi hai Hum dube hai masti mein Jina hai to jina hai Marna hai to marna hai Apne khatir jeena hai Apne khatir marna hai Hone do jo hota hai Apne ko kya karna hai Apne khatir jeena hai Apne khatir marna hai Hone do jo hota hai Apne ko kya karna hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Apne Khatir Jeena Hai lyrics in Hindi by Mahendra Kapoor, Sudha Malhotra, music by Datta Naik. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.