Aaja Sanam Madhur by Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aaja Sanam Madhur lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Chori Chori (1956). The music of Aaja Sanam Madhur Romantic track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri. Aaja sanam madhur Chandni me ham Tum mile toh wirane Me bhi aa jayegi bahar Jhumne lagega aasman Jhumne lagega aasman Kehta hai dil aur Machalta hai dil More sajan le chal Mujhe taro ke par Lagta nahi hai dil yaha Lagta nahi hai dil yaha atozlyric.com Bhigi bhigi rat me dil Kaa daman tham le Khoyi khoyi jindagi har Dam tera nam le Chand ki behki najar Keh rahi hai pyar kar Jindagi hai ek safar Kaun jane kal kidhar Chand ki behki najar Keh rahi hai pyar kar Jindagi hai ek safar Kaun jane kal kidhar Aaja sanam madhur chandni Me ham tum mile toh wirane Me bhi aa jayegi bahar Jhumne lagega aasman Jhumne lagega aasman Kehta hai dil aur machalta hai dil More sajan le Chal mujhe taro ke par Lagta nahi hai dil yaha Lagta nahi hai dil yaha Dil yeh chahe aaj toh Badal ban udd jau mai Dulhan jaisa aasma Dharti par le aau mai Chand kaa dola saje Dhum taro me mache Jhum ke duniya kahe Pyar me do dil mile Chand kaa dola saje Dhum taro me mache Jhum ke duniya kahe Pyar me do dil mile Aaja sanam madhur chandni me Ham tum mile toh wirane Me bhi aa jayegi bahar Jhumne lagega aasman Jhumne lagega aasman Kehta hai dil aur machalta hai dil More sajan le chal Mujhe taro ke par Lagta nahi hai dil yaha Lagta nahi hai dil yaha. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aaja Sanam Madhur lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.