Faani Dayar by Charu Mohan, Master Saleem song Lyrics and video
Artist: | Charu Mohan, Master Saleem |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Charu Mohan |
Lyricist: | Sibtain Shahidi |
Label: | Junglee Music |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Faani Dayar lyrics, the song is sung by Charu Mohan, Master Saleem from Soch Lo (2010). The music of Faani Dayar Playful track is composed by Charu Mohan while the lyrics are penned by Sibtain Shahidi. Goonjti hai jo seenay mein kahin Goonjti hai jo seenay mein kahin Dabi khamoshiyan Sargoshiyan jalti tishnai Yahan jo aaj hai wayi Saans hai jee loon zindagi atozlyric.com Pee jaa dariya saare, Chakle chaand sitaare Pee jaa dariya saare, Chakle chaand sitaare Takiya baadal ka hai, So ja pankh pazaare Amrit ghat mein Koont hazaar dokha Sab sansaar faani dayar hai Dokha sab sansaar faani dayar hai Dokha sab sansaar faani dayar hai Dokha sab sansaar faani dayar hai Hai talaash jiski talaash, Woh hai kahan dhunda jahan Meri aarzoo meri justuju, Main kaun hoon aur hoon kahan Hai talaash jiski talaash, Woh hai kahan dhunda jahan Meri aarzoo meri justuju, Main kaun hoon aur hoon kahan Pee jaa dariya saare saathi, Chakle chaand sitaare saathi Takiya baadal ka le ke tu, So ja pankh pasaare saathi Pee jaa dariya saare saathi, Chakle chaand sitaare saathi Takiya baadal ka le ke tu, So ja pankh pasaare saathi Soch le yeh kahani teri Soch le hai rubaani teri Tu hi banda tu hi maula tera Anhat teri kismat Dokha sab sansaar faani dayar hai Dokha sab sansaar faani dayar hai Dokha sab sansaar faani dayar hai Dokha sab sansaar faani dayar hai Ek khwaab hai soya hua, Aadha sa woh jaaga hua Main kaun hoon iss neendh ki, Aagosh mein khoya hua Ek khwaab hai soya hua, Aadha sa woh jaaga hua Main kaun hoon iss neendh ki, Aagosh mein khoya hua O bande Dokha sab sansaar faani dayar hai Dokha sab sansaar faani dayar hai Dokha sab sansaar faani dayar hai Dokha sab sansaar faani dayar hai Hai talaash jiski talaash, Woh hai kahan dhunda jahan Meri aarzoo meri justuju, Main kaun hoon aur hoon kahan Ek khwaab hai soya hua, Aadha sa woh jaaga hua Main kaun hoon iss neendh ki, Aagosh mein khoya hua Aankhon mein meri jaaliyan Aur tez dum bharti hui Yaadon ki dhundali aandhiyan. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Faani Dayar lyrics in Hindi by Charu Mohan, Master Saleem, music by Charu Mohan. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.