Main Zindagi Bhar Tera Interzaar Karunga by Agam Kumar Nigam, Tulsi Kumar song Lyrics and video
Artist: | Agam Kumar Nigam, Tulsi Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Nikhil, Praveen Bhardwaj |
Lyricist: | |
Label: | T-Series |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Main Zindagi Bhar Tera Interzaar Karunga lyrics, the song is sung by Agam Kumar Nigam, Tulsi Kumar from Bewafaai Ka Aalam (2010). The music of Main Zindagi Bhar Tera Interzaar Karunga Sad track is composed by Nikhil, Praveen Bhardwaj while the lyrics are penned by . Bewafaa hai tu toh kyaa hua Haa juda hai tu toh kyaa hua Bewafaa hai tu toh kyaa hua Haa juda hai tu toh kyaa hua Ghumsudaa hai tu toh kyaa hua Main judaai ke lamho Main tujhe yaad karunga Main zindagi bhar tera Interzaar karunga Main zindagi bhar tera Interzaar karunga Bewafaa hai tu toh kyaa hua Haa juda hai tu toh kyaa hua Ghumsudaa hai tu toh kyaa hua Main judaai ke lamho main Tujhe yaad karungi Main zindagi bhar tera Interzaar karunga Main zindagi bhar tera Interzaar karunga atozlyric.com Jaise hi ye shyaam dhalengi Usi mod pae jaunga Jahaa tum mujhe chod gaye Us jagaah ko dekh kar aaunga Do pal thoda thahere ke Thoda roke aahe bhar lungaa Bechaini badh jayegi To tasveer se baate kar lungaa Dekh ke meri is haalat ko Mera khuda bhi royega Jab tak tumse milana dega Woh bhi nahi ab soyega Main khuda se ab harpal Fariyaad karunga Main zindagi bhar tera Interzaar karunga Main zindagi bhar tera Interzaar karunga Jaise hi aab pyaas uthegi Thode aansu peelungi Kisi jakham pay malham to Ab kisi jakhm ko sii lungi Raato mai karvat badlungi Din main bhatkungi dar dar Ik jagaah baithu mai kaise Chor ho jab dil ke under Aaj ye jaana tanhaa rehna Kitna mushkil hota hai Aankhe jab thak jaati hai To dil chupke se rota hai Main mohabaat main Ab khud ko barbaad karungi Main zindagi bhar tera Intzaar karungi Bewafaa hai tu toh kyaa hua Haa juda hai tu toh kyaa hua Ghumsudaa hai tu toh kyaa hua Main judaai ke lamho Main tujhe yaad karunga Main zindagi bhar tera Interzaar karunga Main zindagi bhar tera Interzaar karungi Main zindagi bhar tera Interzaar karunga Aa main zindagi bhar tera Interzaar karungi. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Main Zindagi Bhar Tera Interzaar Karunga lyrics in Hindi by Agam Kumar Nigam, Tulsi Kumar, music by Nikhil, Praveen Bhardwaj. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.