Pyar Jab Tumne Kiya by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain song Lyrics and video

Artist:Ahmed Hussain, Mohammed Hussain
Album: Single
Music:Ahmed Hussain, Mohammed Hussain
Lyricist:Hasrat Jaipuri
Label:Fontana India
Genre:Ghazal
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Pyar Jab Tumne Kiya lyrics, the song is sung by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain from Kashish (2006). The music of Pyar Jab Tumne Kiya Ghazal track is composed by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.
Pyar jab tumne kiya hain
To nibhana yaaro
Pyar jab tumne kiya hain
To nibhana yaaro
Tum bhi kismat ki tarah ki
Ruth na jaana yaaro
Pyar jab tumne kiya hain
To nibhana yaaro
atozlyric.com
Ab zamane mein mohabbat
Ka kahin naam nahi
Ab zamane mein mohabbat
Ka kahin naam nahi
Main kahan jaaun zara
Tum hi batana yaaro
Main kahan jaaun zara
Tum hi batana yaaro
Tum bhi kismat ki tarah ki
Ruth na jaana yaaro
Pyar jab tumne
Main tumhare hi khayalo
Mein kahin khoya hun
Main tumhare hi khayalo
Mein kahin khoya hun
Khud hi mojud nahi
Phir kabhi aana yaaro
Khud hi mojud nahi phir
Kabhi aana yaaro
Tum bhi kismat ki tarah ki
Ruth na jaana yaaro
Pyar jab tumne
Yaad rakhna usse ulfat ke
Fasane ki tarah
Yaad rakhna usse
Yaad rakhna usse ulfat ke
Fasane ki tarah
Kahin bhul na jaana yaaro
Apne hasrat ko
Kahin bhul na jaana yaaro
Tum bhi kismat ki tarah ki
Ruth na jaana yaaro
Pyar jab tumne kiya hain
To nibhana yaaro.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Pyar Jab Tumne Kiya lyrics in Hindi by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain, music by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.