Insaaf Ki Dagar Pe by Hemanta Kumar Mukhopadhyay song Lyrics and video
Artist: | Hemanta Kumar Mukhopadhyay |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Naushad Ali |
Lyricist: | Shakeel Badayuni |
Label: | Saregama |
Genre: | Kids, Motivational |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Insaaf Ki Dagar Pe lyrics, the song is sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay from Ganga Jamuna (1961). The music of Insaaf Ki Dagar Pe Kids, Motivational track is composed by Naushad Ali while the lyrics are penned by Shakeel Badayuni. Insaaf ki dagar pe Bachchon dikhaao chalake Yeh desh hai tumhaara Neta tumhi ho kal ke Insaaf ki dagar pe Bachchon dikhaao chalake Yeh desh hai tumhaara Neta tumhi ho kal ke atozlyric.com Duniya ke ranj sehana aur Kuchh na muh se kehana Duniya ke ranj sehana aur Kuchh na muh se kehana Sachchaayiyon ke bal pe Aage ko badhate rehana Sachchaayiyon ke bal pe Aage ko badhate rehana Rakh doge ik din tum Sansaar ko badalake Rakh doge ik din tum Sansaar ko badalake Insaaf ki dagar pe Bachchon dikhaao chalake Yeh desh hai tumhaara Neta tumhi ho kal ke Apane ho ya paraaye Sabke liye ho nyaay Apane ho ya paraaye Sabke liye ho nyaay Dekho kadam tumhaara Hargij na dagmagaaye Dekho kadam tumhaara Hargij na dagmagaaye Raste bade kathin hai Chalana sambhal sambhalake Raste bade kathin hai Chalana sambhal sambhalake Insaaf ki dagar pe Bachchon dikhaao chalake Yeh desh hai tumhaara Neta tumhi ho kal ke Insaaniyat ke sar pe Ijjat ka taaj rakhana Insaaniyat ke sar pe Ijjat ka taaj rakhana Tan mann ki bhet dekar Bhaarat ki laaj rakhana Tan mann ki bhet dekar Bhaarat ki laaj rakhana Jivan naya milega antim Chita mein jalake Jivan naya milega antim Chita mein jalake Insaaf ki dagar pe Bachchon dikhaao chalake Yeh desh hai tumhaara Neta tumhi ho kal ke Insaaf ki dagar pe Bachchon dikhaao chalake Yeh desh hai tumhaara Neta tumhi ho kal ke. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Insaaf Ki Dagar Pe lyrics in Hindi by Hemanta Kumar Mukhopadhyay, music by Naushad Ali. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.