Jise Pyar Zamana Kehta Hain by Amit Kumar, Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Amit Kumar, Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Rahul Dev Burman |
Lyricist: | M. G. Hashmat |
Label: | T-Series |
Genre: | |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Jise Pyar Zamana Kehta Hain lyrics, the song is sung by Amit Kumar, Lata Mangeshkar from Tadap Aisi Bhi Hoti Hai (1988). Jise Pyar Zamana Kehta Hain soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by M. G. Hashmat. Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain Jo meri aankh se behta hain Wo tere dard ka paani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain Jo meri aankh se behta hain Wo tere dard ka paani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain atozlyric.com Maine tumko tadapaya hai Ab tadapu teri tadapan mein Maine tumko tadapaya hai Ab tadapu teri tadapan mein Ehsaas se dard ubharta hoon Har saans hain dil ki dhadkan mein Main teri wafa na samjh saki Meri bhool hain yeh nadani hain Jo meri aankh se behta hain Wo tere dard ka paani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain Jo kasam dilayi thi tumne Ham usko tod na paayenge Jo kasam dilayi thi tumne Ham usko tod na paayenge Ham tere hai tere dukh mein Yeh duniya chhod ke jaayenge Hamne tumse na milne ki Marne tak kasam nibhani hain Jo meri aankh se behta hain Wo tere dard ka paani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain Tum miloge mujhe phir kahi Is aas mein ab tak jiti thi Tum miloge mujhe phir kahin Is aas mein ab tak jiti thi Tere gham mein sulagti rehti thi Aur pyaas mein aansu piti thi Tumhe kho kar jeena mushkil hain Mar jaane mein aasani hain Jo meri aankh se behta hain Wo tere dard ka paani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain Yeh pyar mohabbat aur wafa Bas thodi de ke rishte hai Yeh pyar mohabbat aur wafa Bas thodi de ke rishte hai Aksar to bichhad ne ke khatir Duniya mein musafir milte hai Yeh kadavi haqiqat hai hamne Nadan dil ko samjha ni hain Jo meri aankh se behta hain Wo tere dard ka paani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain Jab yaaad andheri raato mein Mere dil ke taar hilati hai Jab yaaad andheri raato mein Mere dil ke taar hilati hai Khamoshi mein aawaz teri Mere kano tak aati hai Lagat hai hamri chahat ki Duniya se alag kahani hain Jo meri aankh se behta hain Wo tere dard ka paani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain Haatho o lakire dekhti hoon Taqdeer ka dosh batati hoon Haatho o lakire dekhti hoon Taqdeer ka dosh batati hoon Kabnhi mein teri barbaadi ka Khud pe ilzaam lagati hain Jo zulm kiya maine tumne Ab uski saza to pani hain Jo meri aankh se behta hain Wo tere dard ka paani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain Main tere dard ke rishte ko Sine se laga ke jee lungi Main tere dard ke rishte ko Sine se laga ke jee lungi Chubhti saaso ki dhgo se Dil ke tukdo ko see lungi Ek pal ka guzarna mushkil hain Phir bhi yeh umar bitani hain Jo meri aankh se behta hain Wo tere dard ka paani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jise Pyar Zamana Kehta Hain lyrics in Hindi by Amit Kumar, Lata Mangeshkar, music by Rahul Dev Burman. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.