Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) song Lyrics and video
Artist: | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Milan (1967). Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana Sad soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi. Mubaarak ho sab ko sama ye suhana Mai khush hun mere aansuo pe na jana Mai to deewana deewana deewana Mai to deewana deewana deewana Mubaarak ho sab ko sama ye suhana Mai khush hun mere aansuo pe na jana Mai to deewana deewana deewana Mai to deewana deewana deewana Hazaaro tarah ke ye hote hai aansu Hazaaro tarah ke ye hote hai aansu Agar dil me gham ho to rote hai aansu Khushi me bhi aankhe bhigote hai aansu Inhe jaan sakta nahi ye zamana Mai khush hun mere aansuo pe na jana Mai to deewana deewana deewana Mai to deewana deewana deewana atozlyric.com Ye shahanaaiyaan de rahi hai duhaai Ye shahanaaiyaan de rahi hai duhaai Koi chiz apani hui hai paraai Kisi se milan hai Kisi se milan hai kisi se judaai Nae rishto ne todaa nata purana Mai khush hun mere aansuo pe na jana Mai to deewana deewana deewana Mai to deewana deewana deewana Ye bole samay ki nadi ka bahaav Ye bole samay ki nadi ka bahaav Ye babul ki galiya ye maazi ki naav Chali ho to gori Chali ho to gori suno bhul jaao Na fir yaad karna na fir yaad aana Mai khush hun mere aansuo pe na jana Mai to deewana deewana deewana Mai to deewana deewana deewana Mubaarak ho sab ko sama ye suhana Mai khush hun mere aansuo pe na jana Mai to deewana deewana deewana Mai to deewana deewana deewana. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana lyrics in Hindi by Mukesh Chand Mathur (Mukesh), music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.