Dekho Aaya Hai Kaisa Zamana by Shabbir Kumar song Lyrics and video

Artist:Shabbir Kumar
Album: Single
Music:Roshanlal Nagrath (Roshan)
Lyricist:B.S. Mahalwai
Label:T-Series
Genre:Sad
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Dekho Aaya Hai Kaisa Zamana lyrics, the song is sung by Shabbir Kumar from Ghar Aakir Ghar Hai (1988). Dekho Aaya Hai Kaisa Zamana Sad soundtrack was composed by Roshanlal Nagrath (Roshan) with lyrics written by B.S. Mahalwai.
Waqt ki aandhi ke aage
Jhukte takhto taz
Waqt hansaye waqt rulaye
Sab kuch waqt ke hath
Dekho aaya hain
O dekho aaya hain
Kaisa zamana
Bhai bhai mein
Raha na aaj pyar
Dekho aaya hain
O dekho aaya hain
Kaisa zamana
Bhai bhai mein raha
Na aaj pyar
Dekho aaya hain
Kaisa zamana
Kitne armano se tune
Tha ye mahal banaya
Tha ye mahal banaya
Jisko apna samjha wohi
Kam na tere aaya
Kam na tere aaya
Bikhar gaye the sare sapne
Ujad gaya gharbar tera
Ujad gaya gharbar tera
Dekho aaya hain
O dekho aaya hain
Kaisa zamana
Bhai bhai mein
Raha na aaj pyar
Dekho aaya hain
Kaisa zamana
atozlyric.com
Jis bagiya ko sincha tune
Karta tha rakhwali
Karta tha rakhwali
Aaj tere hi samne uski
Bikhri dali dali
Bikhri dali dali
Patjhad aaya roye bulbul
Phool bhi huya gham sa
Phool bhi huya gham sa rai malik
Dekho aaya hain
O dekho aaya hain
Kaisa zamana
Bhai bhai mein raha
Na aaj pyar
Dekho aaya hain
Kaisa zamana
Ab kahe pachhtaye hey tu
Karta tha mera mera
Karta tha mera mera
Uth gaya dana pani re
Panchhi kar le kahi basera
Kar le kahi basera
Is duniya mein kon hain kiska
Sab riste bekar
Riste bekar yaha to
Dekho aaya hain,
O dekho aaya hain
Kaisa zamana
Bhai bhai mein
Raha na aaj pyar
Dekho aaya hain
Kaisa zamana.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Dekho Aaya Hai Kaisa Zamana lyrics in Hindi by Shabbir Kumar, music by Roshanlal Nagrath (Roshan). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.