Kya Lekar Aaya Hai by Kumar Sonik, Mahendra Kapoor, Narendra Chanchal, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) song Lyrics and video
Artist: | Kumar Sonik, Mahendra Kapoor, Narendra Chanchal, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Master Sonik, Om Prakash Sonik |
Lyricist: | Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta) |
Label: | Saregama |
Genre: | Philosophical |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Kya Lekar Aaya Hai lyrics, the song is sung by Kumar Sonik, Mahendra Kapoor, Narendra Chanchal, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Umar Qaid (1975). Kya Lekar Aaya Hai Philosophical soundtrack was composed by Master Sonik, Om Prakash Sonik with lyrics written by Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta). Jo likha gaya hai kismat mein Wo to hokar hi rahta hai Ye maine kiya wo maine kiya Murakh hai jo ye kahta hai Ye sach hai ramayan Har yug me dohrayi gayi hai Har yug me achhayi aur burayi Payi gayi hai Yu to dono pade huye the Sare ved puran Dono hi the mhan yodha Dono hi gunwan Lekin apne apne karmo Lekin apne apne karmo Ka dekho parinam Ek jag me ravan kahlaya Duza raja ram duza raja ram Ha kya lekar aaya hai Pyare aur kya tu lekar jayega Ha kya lekar aaya hai Pyare aur kya tu lekar jayega Kya lekar aaya hai Pyare aur kya tu lekar jayega Kya lekar aaya hai Pyare aur kya tu lekar jayega Jo rang zama gaya ha zama gaya Jo rang zama gaya ha ha zama gaya Rang zama gaya zama gaya zama gaya Rang zama gaya duniya mein Rangila wahi kahlayega Rang zama gaya duniya mein Rangila wahi kahlayega Apni to gujarti hai masti mein Chahe andar ho ya bahar ho Apni to gujarti hai masti mein Chahe andar ho ya bahar ho Chahe andar ho ya bahar ho Chahe andar ho ya bahar ho Chahe andar ho ya bahar ho Ha tu mane ya na mane aaha Tu jane ya na jane aaho Apni kismat ke dane Hume le aaye thane Tu mane ya na mane Tu jane ya na jane Ha apni to gujarti hai masti mein Chahe andar ho ya bahar ho Jis dane pe jiska naam likha Wo dana wahi to khayega Jis dane pe jiska naam likha Wo dana wahi to khayega Rang zama gaya duniya mein Rangila wahi kahlayega Hai pap julm karna to phir Hai pap julm ka sahna bhi Hai pap julm karna to phir Hai pap julm ka Hai pap julm ka sahna bhi Hai pap julm ka sahna bhi Hai pap julm ka sahna bhi atozlyric.com Ha ke budhjil banke jina Wo jina kya hai jina aaho Jo lahro se dar jaye Dub jaye wo sapina Ke budhjil banke jina Wo jina kya hai jina Hai pap julm karna to phir Hai pap julm ka sahna bhi Jo man ko marke jita hai Wo jaldi hi mar jayega Jo man ko marke jita hai Wo jaldi hi mar jayega Jo rang zama gaya duniya me Rangila wahi kahlayega Kya lekar aaya hai Pyare aur kya tu lekar jayega Is duniya ke ye rang hai to Phir ye duniya kis kam ki hai Chehro pe jhut ka parda hai Sachchayi yaha bas naam ki hai Jaan kisi ki lekar aise bante hai anjan Kise kahe insan yaha aur kise kahe satan Ha chhodo bekar ki bato ko Jo bit gaya kya aayega Ha jo bit gaya kya aayega Jo rang zama gaya duniya mein Rangila wahi kahlayega Jo rang zama gaya duniya mein Rangila wahi kahlayega Jo lut ke khushiya auro Ki apne hi liye mat jite hai Wo bhid me chahe hanste ho Tanhayi me aansu pite hai Tanhayi me aansu pite hai Jo rang zama gaya duniya mein Rangila wahi kahlayega Jo rang zama gaya duniya mein Rangila wahi kahlayega Kya lekar aaya hai Pyare aur kya tu lekar jayega. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kya Lekar Aaya Hai lyrics in Hindi by Kumar Sonik, Mahendra Kapoor, Narendra Chanchal, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), music by Master Sonik, Om Prakash Sonik. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.