Samay O Dheere Chalo by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bhupen Hazarika |
Lyricist: | Gulzar (Sampooran Singh Kalra) |
Label: | Saregama |
Genre: | Other |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Samay o dheere chalo Bujh gayi raah se chhaanv Door hai door hai pi kaa gaanv Dheere chalo dheere chalo Ji ko bahala liya Tune aas nirash kaa khel kiya Tune aas nirash kaa khel kiya Chaar dino mein koi jiya naa jiya Chaar dino mein koi jiya naa jiya Jahar yeh saans kaa piya naa piya Jahar yeh saans kaa piya naa piya Yeh hava sab le gayi Karvaan ke nishan bhi uda le gayi Karvaan ke nishan bhi uda le gayi Udati hawao vaale milenge kaha Udati hawao vaale milenge kaha Koi bata do mere piya kaa nishan Koi bata do mere piya kaa nishan Samay o dheere chalo Bujh gayi raah se chhaanv Door hai door hai pi kaa gaanv Dheere chalo dheere chalo Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Lyrics (Hindi)
समय ओ धीरे चलो | SAMAY O DHEERE CHALO LYRICS IN HINDI: The song is recorded by Lata Mangeshkar from Hindi film Rudaali (1993) , directed by Kalpana Lajmi. The film stars Dimple Kapadia, Raakhee Gulzar and Amjad Khan in lead role. The music of "SAMAY O DHEERE CHALO" song is composed by Bhupen Hazarika , while the lyrics are penned by Gulzar (Sampooran Singh Kalra) . समय ओ धीरे चलो बुझ गई राह से छाँव दूर है दूर है पी का गाँव धीरे चलो धीरे चलो जी को बहला लिया तूने आस निराश का खेल किया तूने आस निराश का खेल किया चार दिनों में कोई जिया ना जिया चार दिनों में कोई जिया ना जिया ज़हर ये साँस का पिया ना पिया ज़हर ये साँस का पिया ना पिया ये हवा सब ले गई कारवां के निशां भी उड़ा ले गई कारवां के निशां भी उड़ा ले गई उड़ती हवाओं वाले मिलेंगे कहाँ उड़ती हवाओं वाले मिलेंगे कहाँ कोई बता दो मेरे पिया का निशाँ कोई बता दो मेरे पिया का निशाँ समय ओ धीरे चलो बुझ गई राह से छाँव दूर है दूर है पी का गाँव धीरे चलो धीरे चलो
About: Samay O Dheere Chalo lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Bhupen Hazarika. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.