Ganpati Bappa Moryya by Hemlata (Lata Bhatt), Mahendra Kapoor, Shabbir Kumar, Suresh Wadkar song Lyrics and video
Artist: | Hemlata (Lata Bhatt), Mahendra Kapoor, Shabbir Kumar, Suresh Wadkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ravindra Jain |
Lyricist: | Ravindra Jain |
Label: | T-Series |
Genre: | Religious |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ganpati Bappa Moryya lyrics, the song is sung by Hemlata (Lata Bhatt), Mahendra Kapoor, Shabbir Kumar, Suresh Wadkar from Marte Dam Tak (1987). Ganpati Bappa Moryya Religious soundtrack was composed by Ravindra Jain with lyrics written by Ravindra Jain. Ganpati bappa moriya moriya re moriya Ganpati bappa moriya moriya re moriya Mangal murti moriya moriya re moriya Mangal murti moriya moriya re moriya Mukabila mukabila Tere bhaktjano ka mukabila Mukabila mukabila Tere bhaktjano ka mukabila Kis me kitni bhakti hai Kis mein kitni shakti hai O kon ye bazi marega Kon khel mein harega Moka mila moka mila Badi muskil se ye moka mila Moka mila moka mila Badi muskil se ye moka mila Ye moka nahi chhodege Aaj patakhe phodenge Ho ye jan ke humne moka Diya apna wada pura kiya Mukabila mukabila Tere bhaktjano ka mukabila Moka mila moka mila badi Muskil se ye moka mila Vakar kund mahakay Tujhme koti kudi ki choti Koti kudi ki choti Shub kamo ke ke liye Partham teri hi puja Hoti teri hi puja hoti Pehle puja kar le phir Hum duja kam karege Duja kam karege lekar Tera naam parbhu hum Kam tamam karege Kam tamam karege Puja me koi bair nahi Par chheda to kher nahi Kon ye bazi marega Kon khel mein harega Mukabila mukabila Tere bhaktjano ka mukabila Moka mila moka mila Badi muskil se ye moka mila Shankar shuvan Bhawani ke nandan Bhakto ke rakhware Bhakto ke rakhware Tera hath ho jiske Sar pe koi use kya mare Koi use kya mare arey Jan bhujh kar jo agyani Mot ke muh mein jaye Mot ke muh mein jaye Arey kaise use bacahye bhagwan Kab tak use bachaye Kab tak use bachaye Kis mein kitni bhakti hai Kis mein kitni shakti hai O kon ye bazi marega Kon khel mein harega Mukabila mukabila Tere bhaktjano ka mukabila Moka mila moka mila Badi muskil se ye moka mila atozlyric.com Jis rana ke naam ko Sunkar sagra kahe zamana Dushman ke ghar aa Pahuncha vo ganpati ka deewana Dost se ho ya dushman se Hum wada kabhi na bhule Wo hathiyar bana hi nahi Jo badan hamara chhu le Jag ki himmat to Dekho parwat se takraye Parwat se takraye Apni hasti bhulke chhatra Dariya se aodh lagaye Dariya se aodh lagaye Tujh par jinhe bharosa Nahi kisi se darte Nahi kisi se darte Marte dam tak bhkat Tere tera hi dam bharte Tera hi dam bharte Kis mein dam kit jani re Kon hai kitne pani mein Hum ye bazi marenge Harne wale harenge Mukabila mukabila Tere bhaktjano ka mukabila Moka mila moka mila badi Muskil se ye moka mila Jai ganesh jai ganesh deva Jai ganesh jai ganesh deva Sewa kare so pave mewa Jai ganesh jai ganesh deva Ek dant balwant vinayak Jai ganesh jai ganesh deva Sab dukh harat sab sukh dayak Jai ganesh jai ganesh deva Thumri kerpa jis par hoyi Jai ganesh jai ganesh deva Uska sath tham le na koi Jai ganesh jai ganesh deva Tu bhkat jano ka pyara Jai ganesh jai ganesh deva Karna khyal hamara Jai ganesh jai ganesh deva. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ganpati Bappa Moryya lyrics in Hindi by Hemlata (Lata Bhatt), Mahendra Kapoor, Shabbir Kumar, Suresh Wadkar, music by Ravindra Jain. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.