Na Kabhi Wafa Karunga by Kumar Sanu song Lyrics and video
Artist: | Kumar Sanu |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jeetu, Tapan |
Lyricist: | |
Label: | Tips Music |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Na Kabhi Wafa Karunga lyrics, the song is sung by Kumar Sanu from Sadma (2001). The music of Na Kabhi Wafa Karunga Sad track is composed by Jeetu, Tapan while the lyrics are penned by . Na kabhi wafa karunga Maine faisla kiya hain Na kabhi wafa karunga Maine faisla kiya hain Bas farz adaa karunga Bas farz adaa karunga Maine faisla kiya hain Na kabhi wafa karunga Maine faisla kiya hain Jaldi ke faislo mein Tezzi se beh gaya hoon Kehna nahi thaa jo kuch Main woh bhi keh gaya hoon Jaldi ke faislo mein Tezzi se beh gaya hoon Kehna nahi thaa jo kuch Main woh bhi keh gaya hoon Ab iss ke baad yaaron Dil se dimaag tak main Dil se dimaag tak main Paidal chala karunga Paidal chala karunga Maine faisla kiya hain Na kabhi wafa karunga Maine faisla kiya hain Koi yahan na aaye Rishto ka khyaal lekar Kis ko jawaab doon main Kis ka sawaal le kar Koi yahan na aaye Rishto ka khyaal lekar Kis ko jawaab doon main Kis ka sawaal le kar Koi nahi soonaye Ab daastane gham ko Ab daastane gham ko Khud se soona karunga Khud se soona karunga Maine faisla kiya hain Na kabhi wafa karunga Maine faisla kiya hain Dhoondhle se pad gaye hain Ehsaas ke jharokhe Main kis taraf chala hoon Duniya na mujhko roke Dhoondhle se pad gaye hain Ehsaas ke jharokhe Main kis taraf chala hoon Duniya na mujhko roke Jab bhi kisi ne puchha Kyaa sabba hain berukhi ka Kyaa sabba hain berukhi ka Ye hi kaha karoonga Ye hi kaha karoonga Maine faisla kiya hain Na kabhi wafa karunga Maine faisla kiya hain Insaaf ka tarajoo Hain waqt ki adaalat Ab mere intehaan ki Koi nahi zarurat Insaaf ka tarajoo Hain waqt ki adaalat Ab mere intehaan ki Koi nahi zarurat Mera suluk lekin Kyaa honga dushmano se Kyaa honga dushmano se Main hi faisla karoonga Main hi faisla karoonga Maine faisla kiya hain atozlyric.com Na kabhi wafa karunga Maine faisla kiya hain Bas farz adaa karunga Bas farz adaa karunga Maine faisla kiya hain Na kabhi wafa karunga Maine faisla kiya hain. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Na Kabhi Wafa Karunga lyrics in Hindi by Kumar Sanu, music by Jeetu, Tapan. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.