Tujhe Kya Khabar Meri Aarzu by Jaswant Singh song Lyrics and video
Artist: | Jaswant Singh |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Amarjeet Bajwa |
Lyricist: | |
Label: | Saregama |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Tujhe Kya Khabar Meri Aarzu lyrics, the song is sung by Jaswant Singh from Beete Lamhe (2015). The music of Tujhe Kya Khabar Meri Aarzu Ghazal track is composed by Amarjeet Bajwa while the lyrics are penned by . Tujhe kya khabar meri aarzu Tu basi huyi hain kidhar kidhar Tu hain mast apne khayaal mein Mere haal ki tujhe kya khabar Tujhe kya khabar meri aarzu Tu basi huyi hain kidhar kidhar Tu hain mast apne khayaal mein Mere haal ki tujhe kya khabar Kabhi rach gayi kabhi bas gayi Meri rooh mein tu utar gayi Kabhi rach gayi kabhi bas gayi Meri rooh mein tu utar gayi Meri rooh mein tu utar gayi Kabhi sheze jalwa taraaz se Tu bana gayi mujhe baadsha Tu hain mast apne khayaal mein Mere haal ki tujhe kya khabar Mere zakra mein bhi nihaa hain tu Mere shauk mein bhi ayaa hain tu Mere zakra mein bhi nihaa hain tu Mere shauk mein bhi ayaa hain tu Mere shauk mein bhi ayaa hain tu Kabhi jalwae rukh e yaar si Mujhe khud se kar diya bekhabar Tu hain mast apne khayaal mein Mere haal ki tujhe kya khabar Meri aarzu meri justazoo Kabhi mujhe se ho jo tu rubaroo Meri aarzu meri justazoo Kabhi mujhe se ho jo tu rubaroo Kabhi mujhe se ho jo tu rubaroo Main ye puchun mere sanam ke kyun Nahi ho saka tera kuch asar Tu hain mast apne khayaal mein Mere haal ki tujhe kya khabar atozlyric.com Hain adil ka dil mustarib Isi fikra mein isi soch mein Hain adil ka dil mustarib Isi fikra mein isi soch mein Isi fikra mein isi soch mein Tujhe chhod de kahin raah par Yaa bana hi le tujhe humsafar Tu hain mast apne khayaal mein Mere haal ki tujhe kya khabar Tujhe kya khabar meri aarzu Tu basi huyi hain kidhar kidhar Tu hain mast apne khayaal mein Mere haal ki tujhe kya khabar. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tujhe Kya Khabar Meri Aarzu lyrics in Hindi by Jaswant Singh, music by Amarjeet Bajwa. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.