Nayi Umar Ki Kaliyon by Asha Bhosle song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
Lyricist: | Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep) |
Label: | Saregama |
Genre: | Motivational |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Nayi Umar Ki Kaliyon lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Talaq (1958). Nayi Umar Ki Kaliyon Motivational soundtrack was composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) with lyrics written by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep). Nayi umar ki kaliyon tumako Dekh rahi duniya sari Tumape badi jimmedari Ghar ghar ko tum swarg banana Ghar ghar ko tum swarg banana Har aangan ko phulwari Humape badi jimmedari Dekh rahi duniya sari Tum uss desh me janmee ho Jis desh me janmee thi sita Tum uss desh me janmee ho Jis desh me janmee thi sita Tum uss desh ki kanya ho Jis desh me gunj rahi gita Kabhi bhul kar bhi na lagana Kabhi bhul kar bhi na lagana Jeewan mein tum chinagari Ghar ghar ko tum swarg banana Har aangan ko phulwari Humape badi jimmedari Dekh rahi duniya sari atozlyric.com Yeh na bhulana jaha jaha hai Phul waha hain kaante bhi Yeh na bhulana jaha jaha hai Phul waha hain kaante bhi Jaha jaha par hote hain tufaan Waha sannate bhi Tum iss jag me hans hans jina Mat karana mann ko bhari Ghar ghar ko tum swarg banana Har aangan ko phulwari Humape badi jimmedari Dekh rahi duniya sari Dekho kahi bhatak mat Jaana jhuthe has vilaaso me Dekho kahi bhatak mat Jaana jhuthe has vilaaso me Karna aise kaam tumhara Naam rahe itihaaso me Saavdhaan rahana bahano Saavdhaan rahana bahano Aa rahi tumhari bhi bari Ghar ghar ko tum swarg banana Har aangan ko phulwari Humape badi jimmedari Dekh rahi duniya sari Humape badi jimmedari Dekh rahi duniya sari. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Nayi Umar Ki Kaliyon lyrics in Hindi by Asha Bhosle, music by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.