Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare by Lata Mangeshkar song Lyrics and video

Artist:Lata Mangeshkar
Album: Single
Music:Madan Mohan Kohli
Lyricist:Rajendra Krishan
Label:Saregama
Genre:Dance
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Baap Bete (1959). The music of Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare Dance track is composed by Madan Mohan Kohli while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare
Waha sawla salona ek jadugar
Aati jati pe jadu dare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare
Hotho se jab jab wo murli lagaye
Hotho se jab jab wo murli lagaye
Jamuna ki ek ek lahar ruk jaye
Jamuna ki ek ek lahar ruk jaye
Sakhi ro fir tu hi bata
Sakhi ro fir tu hi bata
Dil kaise na koi hare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare
atozlyric.com
Kitna bhi koi manwa ko roke
Kitna bhi koi manwa ko roke
Raha jaye bansi kidhun me wo khoke
Raha jaye bansi kidhun me wo khoke
Sakhi ri koi bas na chale
Sakhi ri koi bas na chale
Jab mohan ki bansi pukare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare
Waha sawla salona ek jadugar
Aati jati pe jadu dare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Madan Mohan Kohli. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.