Sine Mein Dil Hai Dil Mein Sanam by Alka Yagnik, Kumar Sanu song Lyrics and video
Artist: | Alka Yagnik, Kumar Sanu |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | Tips |
Genre: | Love |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Sine Mein Dil Hai Dil Mein Sanam lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu from Agneepath (1990). Sine Mein Dil Hai Dil Mein Sanam Love soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi. Sine mein dil hai dil mein sanam, Aur sanam mein jaan meri Ishq hai dhadakan, ishq hai sajan, Ishq hai pehchan meri Palo kee judayi ham naa sahenge, Sath jiyenge, sath marenge Ik duje ke bina ham naa rahenge, Har ek janam mein wada karenge Har ek janam mein wada karenge Tujh bin kuchh bhi naa chahu main Tu mera tan main jaan teri Sine mein dil hai dil mein sanam, Aur sanam mein jaan meri atozlyric.com Ankh khule toh dekhu main tujhko, Band ho ankhe teri chhavi ho Har ik rang mein chhaya ho teri Us chhaya mein meri zindagi ho Us chhaya me meri zindagi ho Sath me too toh ho jayegee Har mushkil asan meri Jisme teri khushboo hogi Bas usako hi phul kahunga Jisme too naa shamil hoga Us jeevan ko bhul kahungi Us jeevan ko bhul kahunga Tere sur mein bas jayege Tutegi jab taan meri Sine mein dil hai dil mein sanam, Aur sanam mein jaan meri Ishq hai dhadakan, ishq hai sajan, Ishq hai pehchan meri. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Sine Mein Dil Hai Dil Mein Sanam lyrics in Hindi by Alka Yagnik, Kumar Sanu, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.