Question Mark by Hrithik Roshan, Suzanne D'Mello song Lyrics and video
Artist: | Hrithik Roshan, Suzanne D'Mello |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ajay Gogavale, Atul Gogavale |
Lyricist: | Amitabh Bhattacharya |
Label: | Zee Music Company |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Question Mark lyrics, the song is sung by Hrithik Roshan, Suzanne D'Mello from Super 30 (2019). The music of Question Mark Happy track is composed by Ajay Gogavale, Atul Gogavale while the lyrics are penned by Amitabh Bhattacharya. Bheja nichode jo saare sawaal Ek ek karke dhoondh ke nikaal Kaahe na suljhenge inki majaal Noch ke dikha dein baal ke bhi khaal Sawaalon ke bina hai zindagi hai dark Bulb ki tarah jalaa de question mark? Question mark? Question mark? Kyun ek baar mein hi padhke maan lein hum Kitaabon mein likha hai jo Majaa toh tab hai jab ooh karke dikha dein Na pehle ho sakaa hai jo Sikhaane waalon ko sikha denge Padhenge aisi ki padhaa denge Nahi ke shabd ko badal ke hum “Nahi” se “Kyun nahi” bana denge Are buddhi ki circuit mein paida kar uu spark Bann ja pyare chalta phirta Questiion mark? Question mark? Question mark? atozlyric.com Jab antarmann kare jeet kaar Utsukta ho sir pe sawaar Question se tu mat maan haar Chal bheed ja barkhuddar Bhale buddhi ki muthi ho tight Ho wrong right mein chhidi fight Har prashn ke uttar par hai Tera adhikaar.. adhikaar Darwaajon ke pichhe Aur bistar ke niche Luk-chhip ke rehta hai Ek question mark? Hum dil se rokta hai Ambar mein dikhta hai Paani mein behta hai Ye question mark? Mehnat karenge, maatha fodenge Iski akad ko lekin todenge Sone deta nahi chidhata hai Isko bhi na saste mein na chhodenge Are bachke jaane na paaye Question mark? Haan bachke jaane na paaye Question mark? Haan bachke jaane na paaye Question mark?. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Question Mark lyrics in Hindi by Hrithik Roshan, Suzanne D'Mello, music by Ajay Gogavale, Atul Gogavale. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.