Kanwaron Ka Bhi Duniya Mein by Kishore Kumar, Shamshad Begum song Lyrics and video
Artist: | Kishore Kumar, Shamshad Begum |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Madan Mohan Kohli |
Lyricist: | Rajendra Krishan |
Label: | Saregama |
Genre: | Funny |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Kanwaron Ka Bhi Duniya Mein lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Shamshad Begum from Mastana (1954). Kanwaron Ka Bhi Duniya Mein Funny soundtrack was composed by Madan Mohan Kohli with lyrics written by Rajendra Krishan. Soja soja hukm ke ikke soja Kawaro ko bhi duniya mein Khuda hota to kya hota Hamare ghar mein bhi Chulha jala to kya hota Kawaro ko bhi duniya mein Khuda hota to kya hota Kawaro ko bhi duniya mein Akele kis tarah kate safar ye zindgani ka Safar ye zindgani ka Hame to jahar lagta hai Ye mausam naujawani ka Ye mausam naujawani ka Ye mausam naujawani ka Kis ka sath kismat mein Kis ka sath kismat mein Likha hota to kya hota Kis ka sath kismat mein Likha hota to kya hota Kawaro ko bhi duniya Mein khuda hota to kya hota Kawaro ko bhi duniya mein atozlyric.com Bhare jate hai papo se Magar shadi ki hasrat hai Magar shadi ki hasrat hai Dhidora pitte firte hai jee biwi ki zarurat hai Jee biwi ki zarurat hai Jee biwi ki zarurat hai Khuda ne inko paida na Kiya hota to kya hota Khuda ne inko paida na Kiya hota to kya hota Kawaro ko bhi duniya mein Khuda hota to kya hota Kawaro ko bhi duniya mein Agar khiche nazar hota to Achi si koi lade Agar khiche me jar hota to Achi si koi late Achi si koi late Tumare dar par patke Chakkar jute na ghiswate Jute na ghiswate Jute na ghiswate Agar kuch chhod kar Abba mara hota to kya hota Agar kuch chhod kar Abba mara hota to kya hota Khuda ne inko paida na kiya hota to kya hota Khuda ne inko paida na kiya hota to kya hota Kawaro ko bhi duniya mein Khuda hota to kya hota Kawaro ko bhi duniya mein. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kanwaron Ka Bhi Duniya Mein lyrics in Hindi by Kishore Kumar, Shamshad Begum, music by Madan Mohan Kohli. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.