Aankhon Ne Padh Li by Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan song Lyrics and video
Artist: | Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav |
Lyricist: | Sameer |
Label: | |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aankhon Ne Padh Li lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan from Duniya Jhukti Hai (1996). The music of Aankhon Ne Padh Li Romantic track is composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav while the lyrics are penned by Sameer. Aankho ne padh li aankho ki bhasha Mane koi na mane Aankho ne padh li aankho ki bhasha Mane koi na mane Aaj bane hum janmo ke sathi Kal tak the begane Humko kisi ki koi khabar na Hum to hue deewane atozlyric.com Aankho ne padh li aankho ki bhasha Mane koi na mane Aaj bane hum janmo ke sathi Kal tak the begane Humko kisi ki koi khabar na Hum to hue deewane Aankho ne padh li aankho ki bhasha Mane koi na mane Rahe wafa me pehle sanam ka Wada hai pehla pehla Rahe wafa me pahle sanam ka Wada hai pehla pehla Kaliya khili hai mahka hai gulsan Mausam hai badla badla Tujhe pane ko baho har tarse Teri khusbu ko mahki bahar tarse Bahar tarse, bahar tarse Tere labo pe aaja mai Likh du chahat ke afsane Humko kisi ki koi khabar na Hum to hue deewane Aankho ne padh li aankho ki bhasha Mane koi na mane Teri mohabbat mujhko mili to Mil gayi sab jagire Ho teri mohabbat mujhko mili to Mil gayi sab jagire Dekhu jami pe chahe gagan me Dekhu teri tasveere Mere palko mein bas ja tu khwab banke Mere sine se lag ja kitab banke Kitab banke kitab banke Dil ki baichaini dilwale jane Duja koi kya jane Humko kisi ki koi khabar na Hum to hue deewane Aankho ne padh li aankho ki bhasha Mane koi na mane Aankho ne padh li aankho ki bhasha Mane koi na mane. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aankhon Ne Padh Li lyrics in Hindi by Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan, music by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.