Moonh Ki Baat by Penaz Masani song Lyrics and video
Artist: | Penaz Masani |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Penaz Masani |
Lyricist: | |
Label: | Magnasound |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Moonh Ki Baat lyrics, the song is sung by Penaz Masani from Dil Mein Aankhon Mein (2010). Moonh Ki Baat Ghazal soundtrack was composed by Penaz Masani with lyrics written by . Moonh ki baat sune har koi Dil ke dard ko jaane kaun Moonh ki baat sune har koi Dil ke dard ko jaane kaun Moonh ki baat sune har koi Dil ke dard ko jaane kaun Aawazo ke baazaro mein khamoshi Khamoshi pehchane kaun Moonh ki baat sune har koi Dil ke dard ko jaane kaun Moonh ki baat Sadiyo sadiyo woh tamaasha Rasta rasta lambi khoj Sadiyo sadiyo woh tamaasha Rasta rasta lambi khoj Lekin jab ham mil jaata hai Kho jaata hai Kho jaata hai jaane kaun Moonh ki baat sune har koi Dil ke dard ko jaane kaun Moonh ki baat Jaane kya kya bol raha tha Jaane kya kya bol raha tha Sarhad pyar kitaabein ho Kal meri neendo mein chhupkar Jaag raha tha Jaag raha tha jaane kaun Moonh ki baat sune har koi Dil ke dard ko jaane kaun Moonh ki baat atozlyric.com Main uski parchhyi hun ya Woh mera aaina hai Main uski parchhyi hun ya Woh mera aaina hai Meri hi ghar rehta hai Mujh jaisa hi Mujh jaisa hi jaane kaun Moonh ki baat sune har koi Dil ke dard ko jaane kaun Moonh ki baat Kiran kiran barsaata suraj Palak palak khulti neende Kiran kiran barsaata suraj Palak palak khulti neende Dhheme dhheme bikhar Raha hai zarra zarra Zarra zarra jane kaun Moonh ki baat sune har koi Dil ke dard ko jaane kaun Aawazo ke baazaro mein Khamoshi pehchane kaun Moonh ki baat sune har koi Dil ke dard ko jaane kaun Dil ke dard ko jaane kaun Dil ke dard ko jaane kaun. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Moonh Ki Baat lyrics in Hindi by Penaz Masani, music by Penaz Masani. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.