Chura Ke Dil Ban Rahe by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Rahul Dev Burman |
Lyricist: | Shailendra (Shankardas Kesarilal) |
Label: | Saregama |
Genre: | Mujra |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Chura Ke Dil Ban Rahe lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Chhote Nawab (1961). The music of Chura Ke Dil Ban Rahe Mujra track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal). Chura key dil ban rahe hain bhole jaise kuchh,haay jaise kuchh janate nahee Are,koyee batao kee ham kare kya woh hamako pehchanate nahee Chura key dil ban rahe hain bhole jaise kuchh,haay jaise kuchh janate nahee Are,koyee batao kee ham kare kya woh hamako pehchanate nahee atozlyric.com Abhee chand roj pehle pahali mulakat me Kuchh kah rahe the hamse hath ley key hath me Abhee chand roj pehle pahali mulakat me Kuchh kah rahe the hamse hath ley key hath me Dal gaye jadu hay jadu bat bat me Chura key dil ban rahe hain bhole jaise kuchh,haay jaise kuchh janate nahee Are,koyee batao kee ham kare kya woh hamako pehchanate nahee Aaj bhee surur chhaya kal bhee surur tha Itna sa farq lekin kehne ko jarur tha Aaj bhee surur chhaya kal bhee surur tha Itna sa farq lekin kehne ko jarur tha Kal pinewala maikade se dur dur tha Chura key dil ban rahe hain bhole jaise kuchh,haay jaise kuchh janate nahee Are,koyee batao kee ham kare kya woh hamako pehchanate nahee Woh bhee ek raat pyari, yeh bhee ek raat hai Aur hee thee bat tab aaj aur bat hai Woh bhee ek raat pyari, yeh bhee ek raat hai Aur hee thee bat tab aaj aur bat hai Janey woh kaha hai, jo yaha hai aur sath hai Chura key dil ban rahe hain bhole jaise kuchh,haay jaise kuchh janate nahee Are,koyee batao kee ham kare kya woh hamako pehchanate nahee. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Chura Ke Dil Ban Rahe lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Rahul Dev Burman. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.