Muje Yaad Hai by Kumar Vishu song Lyrics and video

Artist:Kumar Vishu
Album: Single
Music:Anil Sharma
Lyricist:Chirag Jaipuri
Label:T-Series
Genre:Sad
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Muje Yaad Hai lyrics, the song is sung by Kumar Vishu from Bedard Sanam (2001). Muje Yaad Hai Sad soundtrack was composed by Anil Sharma with lyrics written by Chirag Jaipuri.
Mujhe yaad hai aaj tak woh zamana
Mujhe yaad hai aaj tak woh zamana
Kisii naazani se woh milna milaana
Mujhe yaad hai aaj tak woh zamana
Mujhe yaad hai aaj tak woh zamana
Kisii naazani se woh milna milaana
Mujhe yaad hai aaj tak woh zamana
Aaj tak woh zamana
atozlyric.com
Woh hain saamne jo nadi ka kinaara
Woh hain saamne jo nadi ka kinaara
Wahin roj aati thi maahpaara
Wahin hain hamare milan ka thikana
Mujhe yaad hai aaj tak woh zamana
Mujhe yaad hai aaj tak woh zamana
Kisii naazani se woh milna milaana
Mujhe yaad hai aaj tak woh zamana
Aaj tak woh zamana
Suhaane woh din aur suhani woh raate
Suhaane woh din aur suhani woh raate
Woh unki zubaan par mohabbat ki baate
Woh chhu chhup ke mere paas aana
Mujhe yaad hai aaj tak woh zamana
Mujhe yaad hai aaj tak woh zamana
Kisii naazani se woh milna milaana
Mujhe yaad hai aaj tak woh zamana
Aaj tak woh zamana
Nigahon se bijali ghirana kisi ka
Nigahon se bijali ghirana kisi ka
Adaa o se dil ko lubhana kisi ka
Woh sharmake danto mein ungali dabana
Mujhe yaad hai aaj tak woh zamana
Mujhe yaad hai aaj tak woh zamana
Kisii naazani se woh milna milaana
Mujhe yaad hai aaj tak woh zamana
Aaj tak woh zamana
Woh uska charaage mohabbat jhalana
Woh uska charaage mohabbat jhalana
Mohabbat ki rashmein woh kasmein nibhane
Woh soye huye dil ke armaan jagana
Mujhe yaad hai aaj tak woh zamana
Mujhe yaad hai aaj tak woh zamana
Kisii naazani se woh milna milaana
Mujhe yaad hai aaj tak woh zamana
Mujhe yaad hai aaj tak woh zamana
Kisii naazani se woh milna milaana
Mujhe yaad hai aaj tak woh zamana
Aaj tak woh zamana
Aaj tak woh zamana..
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Muje Yaad Hai lyrics in Hindi by Kumar Vishu, music by Anil Sharma. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.