Ae Aasman Wale by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Mustafa Yusuf |
Lyricist: | Abdur Rab Chaush |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ae Aasman Wale lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Ziarat Gahe Hind (1970). Ae Aasman Wale Sad soundtrack was composed by Mustafa Yusuf with lyrics written by Abdur Rab Chaush. Ae aasman wale Ae aasman wale is waqt tu kaha hai Ujada hua chaman hai barbad ashiyaa hai Ae aasman wale is waqt tu kaha hai Ujada hua chaman hai barbad ashiya hai Ae aasman wale Adam ko di mafi shetan ko saaja di Takde se daal ke bhi isha ki jaan bacha di Adam ko di mafi shetan ko saaja di Takde se daal ke bhi isha ki jaan bacha di Har cheez pe tu kabil muktare do jaha hai Is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai Ae aasman wale is waqt tu kaha hai Ujada hua chaman hai barbad ashiyaa hai Ae aasman wale Jisne tujhe tujhe pukara usko haman bakshi Machali ke peth mien bhi ho uski jaan bakshi Jisne tujhe tujhe pukara usko haman bakshi Machali ke peth mien bhi ho uski jaan bakshi Har haal mein tu apne bando pe mehrban hai Is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai Ae aasman wale is waqt tu kaha hai Ujada hua chaman hai barbad ashiyaa hai Ae aasman wale Aayudh ko sifa di tujhko taras jo aaya Yusukh ko ek pal mein yaakub se milaya Aayudh ko sifa di tujhko taras jo aaya Yusukh ko ek pal mein yaakub se milaya Mushkil mein aaj tere bando ka karwa hai Is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai Ae aasman wale is waqt tu kaha hai Ujada hua chaman hai barbad ashiyaa hai Ae aasman wale atozlyric.com Toofa se tune ya rab jab nuh ko bachaya Tere siva hamara ab kon hai khudaya Toofa se tune ya rab jab nuh ko bachaya Tere siva hamara ab kon hai khudaya Humko bhi paar karde yeh waqt imtaha hai Is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai Ae aasman wale is waqt tu kaha hai Ujada hua chaman hai barbad ashiyaa hai Ae aasman wale ae aasman wale Ae aasman wale. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ae Aasman Wale lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Mustafa Yusuf. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.