No Losses by Kr$na song Lyrics and video
Artist: | Kr$na |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Roclegion, Danny E.B |
Lyricist: | Kr$na |
Label: | Kalamkaar |
Genre: | Hip Hop |
Release: | 2020-07-11 |
Lyrics (English)
LYRICS OF NO LOSSES: The song is sung by Kr$na from Kalamkaar . NO LOSSES is a Hip Hop song, composed by Roclegion , Danny E.B , with lyrics written by Kr$na . The music video of the track is picturised on KR$NA. Saal tha 1998 sunne laga rap gaane ya Ek jariya mila tha iss dard ko dabane ka Chup chap ladka haan mujhe kaun pehchanega Apni soch mein dooba soojha na sapna sajane ka Mujhe laga nahi kabhi mere fan honge Khuda pe chora shayad mere liye plan honge Kitno ne diya daga par mujhe nahin laga Mere naam se aaj yahaan rappers bechain honge atozlyric.com Yaad hai mujhe jab koi chara nahin tha aur Main thak gaya tha gaa kar mujhe gana nahin tha aur 2016 mein chorne laga rap enough of this crap Mujhe kamana bhi tha aur Jab prozoekt ka naam faila trend pe Main naukari mein fasa tha struggle tha rent ye Par mujhe mila nahin hiphop jaisa pyar Aakhirkhar jo bhi hua idhar hi hun end mein Inko laga ye lenge meri jagah par Mehnat karke pahucha hu main yahaan Mauka milte hi kare ye burai Maine chori nahin fight Maine ladi ye ladai isliye Haroonga nahin main kabhi na na na Inki manunga nahi main kabhi na na na Haroonga nahin main kabhi na na na Inki manunga nahi main kabhi na na na Haroonga nahin main kabhi na na na Inki manunga nahi main kabhi na na na Haroonga nahin main kabhi na na na Inki manunga nahi main kabhi na na na Mehnat ki to game mein sehmati mile fame hai Par aaj wo hai major jo pahle se captain the Jinka number pure time aaya karta tha busy Aaj wo kare mujhe call jaise mera last name hai Heera banta hai dard ko nichod ke Siyahi roti hai mere kalam ke nok pe Har mod pe mile hain mijhe dhoke Daba niche main bojh ke But i am expected to say that i am ok Tu iss se bana bole tu uss se bana Overnight wala scene nahin hai Main khud se bana Itne time raha chup hua na tujh se khafa They were blind to this pain Jaise main khud se fana Kr$na nahin kar payega wo Kr$na nahin kar payega ye Jo bhi tum bologe main nahi kar paaunga Main wahi kar jaoonga that is the way Inko laga ye lenge meri jagah par Mehnat karke pahucha hu main yahaan Mauka milte hi kare ye burai Maine chori nahin fight Maine ladi ye ladai isliye Haroonga nahin main kabhi na na na Inki manunga nahi main kabhi na na na Haroonga nahin main kabhi na na na Inki manunga nahi main kabhi na na na Haroonga nahin main kabhi na na na Inki manunga nahi main kabhi na na na Haroonga nahin main kabhi na na na Inki manunga nahi main kabhi na na na Ujale se behtar kabhi hota andhera bhi Par roshani ke bina hota savera nahin Aasman ke taro ne kabhi ghera nahin Mujhe jante log par dekha hai asli chehra nahin Inko laga ye lenge meri jagah par Mehnat karke pahucha hu main yahaan Mauka milte hi kare ye burai Maine chori nahin fight Maine ladi ye ladai isliye Haroonga nahin main kabhi na na na Inki manunga nahi main kabhi na na na Haroonga nahin main kabhi na na na Inki manunga nahi main kabhi na na na Haroonga nahin main kabhi na na na Inki manunga nahi main kabhi na na na Haroonga nahin main kabhi na na na Inki manunga nahi main kabhi na na na. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: No Losses lyrics in Hindi by Kr$na, music by Roclegion, Danny E.B. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.