Aaj Teri Aankhon Mein by Amit Kumar song Lyrics and video
Artist: | Amit Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Nadeem Saifi, Shravan Rathod |
Lyricist: | Surendra Sathi |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Aaj Teri Aankhon Mein lyrics, the song is sung by Amit Kumar from Zakhmee Insaan (1982). The music of Aaj Teri Aankhon Mein Sad track is composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod while the lyrics are penned by Surendra Sathi. Aaj teri aankhon mein Aansu hain to kyaa hain Aaj teri aankhon mein Aansu hain to kyaa hain Ye to batade is duniya Mein kaun nahi rota hain Aaj teri aankhon mein Aansu hain to kyaa hain Aaj teri aankhon mein Baste hain insaan jahamein Sakedo chehare wale Chhupe huye har chehare ke Parde mein gham ke naale Mann hi mann mein rote hain Upar se hasne wale Har mushkaa ki aankh ke Picche gham ka dariya hain Aaj teri aankhon mein Aansu hain to kyaa hain Aaj teri aankhon mein Shyaam ka suraj dhal jaaye Par tujhe na dhal na hoga Jeevan ki rahon mein tujhe Ghir ghir ke sambhal na hoga Roye duniya o meri muniya Tujhko hasna hoga Milati ghamo ke baad Aisa kuch hota hain Aaj teri aankhon mein Aansu hain to kyaa hain Aaj teri aankhon mein atozlyric.com Janam janam ke rishto ka Ye raaj mein koi jaana Dil ka tukada ban jaata hain Pal mein koi anjaana Aur soya imaana jagade Aake koi begaana Hota nahi insaan bura lekin Waqt bura hota hain Aaj teri aankhon mein Aansu hain to kyaa hain Aaj teri aankhon mein Ye to batade is duniya Mein kaun nahi rota hain Aaj teri aankhon mein. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aaj Teri Aankhon Mein lyrics in Hindi by Amit Kumar, music by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.