Kisi Ne Prem Ka Amrit Chakha by Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | Saregama |
Genre: | Devotional |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Kisi Ne Prem Ka Amrit Chakha lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar from Raaste Pyar Ke (1982). Kisi Ne Prem Ka Amrit Chakha Devotion soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi. Kisi ne prem ka amrit chakha, Kisi ne vish ka pyala Gokul ki galiyon ka gwala, Natkhat bada nandlala Gore se ho gaya kala Gore se ho gaya kala Gokul ki galiyon ka gwala, Natkhat bada nandlala Gore se ho gaya kala atozlyric.com Teri nainon mein hai bhakti Kewal prem mein hai yeh shakti Teri nainon mein hai bhakti Kewal prem mein hai yeh shakti Woh teri mala ka moti Woh teri dipak ki jyoti Woh teri mala ka moti Woh teri dipak ki jyoti Raadha dhul piya charnan ki, Rukmini gale ki mala Gokul ki galiyon ka gwala, Natkhat bada nandlala Gore se ho gaya kala Rukmini bas mehalo ki rani Rukmini bas mehalo ki rani Raadha krishan ki prem kahaani Mere paas hai sirf kahani, Tere paas hai sach deewani Mere paas hai sirf kahani, Tere paas hai sach deewani Sab ko geet sunaaye tumase Preet kare matwaara Gokul ki galiyon ka gwala, Natkhat bada nandlala Gore se ho gaya kala Main usaki haqdar nahi Main usaki haqdar nahi Main puja hoon pyar nahi Haar hi jeet se sundar hai, Puja preet se sundar hai Raadha krishn ki hai jodi, Isame shanka hai thodi Radha krishn ki hai jodi, Isame shanka hai thodi Woh tera bhagwan hai, Yeh tera balidan hai Woh tera hai, woh tera hai, Woh tera hai…. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kisi Ne Prem Ka Amrit Chakha lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.