Taqdeer Ka Shikwa by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Taqdeer Ka Shikwa lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Poonam (1952). The music of Taqdeer Ka Shikwa Sad track is composed by Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri. Chaand poonam kaa khilaa Madbhari ye raat hai Har sitaare kaa tadapnaa Mere dil ki baat hai Taqdeer kaa shiqwaa kaun kare Taqdeer kaa shiqwaa kaun kare Gham ko bhi sanwaaraa karte hain Bhagwaan tumhaari duniyaa mein Ro ro ke guzaaraa karte hain Taqdeer kaa shiqwaa kaun kare Gham ko bhi sanwaaraa karte hain Bhagwaan tumhaari duniyaa mein Ro ro ke guzaaraa karte hain Armaan huye hain veeraane Aur hosh huye hain deewaane Armaan huye hain veeraane Aur hosh huye hain deewaane Aur hosh huye hain deewaane Ham chaand ko unke dhokhe mein Ghabraa ke ishaaraa karte hain Bhagwaan tumhaari duniyaa mein Ro ro ke guzaaraa karte hain Khud aap ko lutata dekhen ham Har roz uthaayen laakh sitam Khud aap ko lutata dekhen ham Har roz uthaayen laakh sitam Har roz uthaayen laakh sitam Armaan ke aansoo bahte hain Jab zikr tumhaara karte hain Bhagwaan tumhaari duniyaa mein Ro ro ke guzaaraa karte hain atozlyric.com Ik aankh mein dariyaa chalta hai Saawan mein mera ghar jalta hai Ik aankh mein dariyaa chalta hai Saawan mein mera ghar jalta hai Saawan mein mera ghar jalta hai Jis dard ki bheegi raaton mein Jis dard ki bheegi raaton mein Ham tum ko pukaara karte hain Bhagwaan tumhaari duniyaa mein Ro ro ke guzaaraa karte hain Taqdeer kaa shiqwaa kaun kare Gham ko bhi sanwaaraa karte hain Bhagwaan tumhaari duniyaa mein Ro ro ke guzaaraa karte hain. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Taqdeer Ka Shikwa lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.