Kamliwale Ka Roza by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Shyamji Ghanshyamji |
Lyricist: | Anjum Jaipuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Devotional, Qawwali |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Kamliwale Ka Roza lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Deen Aur Imaan (1979). Kamliwale Ka Roza Devotion, Qawwali soundtrack was composed by Shyamji Ghanshyamji with lyrics written by Anjum Jaipuri. Jhukte hai log kaba e athar ke samne Kabe ne sar jhukaya hai us dar ke samne Kamliwale ka roza nigaho me hai Kamliwale ka roza nigaho me hai Kamliwale ka roza nigaho me hai Kamliwale ka roza nigaho me hai Yani kabe ka kaba nigaho me hai Yani kabe ka kaba nigaho me hai Roza nigaho me hai kaba nigaho me hai Roza nigaho me hai Kamliwale ka roza nigaho me hai Mere aaka hai wo jinke saya nahi Baad unke na bhi koi aaya nahi Baad unke na bhi koi aaya nahi Wo sahiye ambiya wo rasule khuda Wo sahiye ambiya wo rasule khuda Husn ki ibtida ishq ki intiha Husn ki ibtida ishq ki intiha Jiske dam se jaha sara roshan hua Same hakka wo jalwa nigaho me hai Same hakka wo jalwa nigaho me hai Shish nawaye jise fairshte kare gulami hoor Biwi aamna ki godi me chamka jiska noor Roza nigaho me hai kaba nigaho me hai Roza nigaho me hai Kamliwale ka roza nigaho me hai Jinse arshe bari par hui guft gu Jinse milne ki khud hamne ki aarzoo Jinse milne ki khud hamne ki aarzoo Aman ke rahnuma fakre dono maka Aman ke rahnuma fakre dono maka Wo garibo ka dil sarware do jaha Wo garibo ka dil sarware do jaha Aur sidhi ko faru ko usma ali Ab parashto ki duniya nigaho me hai Ab parashto ki duniya nigaho me hai Jalwa nigaho me hai roza nigaho me hai Kaba nigaho me hai Kamliwale ka roza nigaho me hai atozlyric.com Unke ghar ko khuda se ye daulat mili Khana hukumat suda sahadat mili Unki azmat badi unka rutba bada Unki azmat badi unka rutba bada Ek shere khuda ek sahide wafa Ek shere khuda ek sahide wafa Maut ne jiski himmat ka sajda kiya Wo na bika nawasa nigaho me hai Wo na bika nawasa nigaho me hai Sar kataya sar na jhukaya pyasa hua sahid Khun ka joda pahan ke jisne padhi nawaze eed Jalwa nigaho me hai roza nigaho me hai Kaba nigaho me hai Kamliwale ka roza nigaho me hai Kamliwale ka roza nigaho me hai Kamliwale ka roza nigaho me hai Kamliwale ka roza nigaho me hai Yani kabe ka kaba nigaho me haii Yani kabe ka kaba nigaho me hai Jalwa nigaho me hai roza nigaho me hai Kaba nigaho me hai roza nigaho me hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kamliwale Ka Roza lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Shyamji Ghanshyamji. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.