Dekho Dekho Ji Socho Ji by Lata Mangeshkar song Lyrics and video

Artist:Lata Mangeshkar
Album: Single
Music:Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist:Anand Bakshi
Label:Saregama
Genre:Happy
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Dekho Dekho Ji Socho Ji lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Farz (1967). The music of Dekho Dekho Ji Socho Ji Happy track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.
Dekho dekho ji
Socho ji kuchh samjho ji
Baaghon mein
Phoolon ke mele hain
Phir kyun akele hain
Hum tum hum tum
Hum tum hum tum
Dekho dekho ji
Socho ji kuchh samjho ji
Baaghon mein phoolon ke mele hain
Phir kyun akele hain
Hum tum hum tum
Hum tum hum tum
Aise rootho na hum se khuda ke liye
Aise rootho na hum se khuda ke liye
Ke hum hain tayyaar har ik saza ke liye
Jo chaahe keh lo hum se
Sun lo hum se
Haan dekho dekho ji
Socho ji kuchh samjho ji
Baaghon mein phoolon ke mele hain
Phir kyun akele hain
Hum tum hum tum
Hum tum hum tum
atozlyric.com
Husn to ishq ki daastaan ban gaya
Husn to ishq ki daastaan ban gaya
Ke ishq aise mein kyun bezubaan ban gaya
Haan chhodo
Na hi keh do
Kuchh to bolo
Haan dekho dekho ji
Socho ji kuchh samjho ji
Baaghon mein phoolon ke mele hain
Phir kyun akele hain
Hum tum hum tum
Hum tum hum tum
Mehboob hamaare
Tumhen kya pata
Mehboob hamaare
Tumhen kya pata
Ke har kali ban gayi aaj mehbooba
Aise mein tum bhi hum ko
Dilbar keh do
Haan dekho dekho ji
Socho ji kuchh samjho ji
Baaghon mein phoolon ke mele hain
Phir kyun akele hain
Hum tum hum tum
Hum tum hum tum
Dekho dekho ji
Socho ji kuchh samjho ji
Baaghon mein phoolon ke mele hain
Phir kyun akele hain
Hum tum hum tum
Hum tum hum tum.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Dekho Dekho Ji Socho Ji lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.