Ulta Seedha (Title) by Kishore Kumar song Lyrics and video
Artist: | Kishore Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Rajesh Roshan |
Lyricist: | Majrooh Sultanpuri |
Label: | Universal |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Ulta Seedha (Title) lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Ulta Seedha (1985). The music of Ulta Seedha (Title) Sad track is composed by Rajesh Roshan while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri. Aye khuda, aye khuda Aisa main kya kiya Teri duniya hain mujhse khafa Aye khuda, aye khuda Aisa main kya kiya Teri duniya hain mujhse khafa Jab teri duniya ka Har kaam hain ulta Kya meri khata jo mujhse Hua koi kaam ulta sidha Aye khuda, aye khuda Aisa main kya kiya Teri duniya hain mujhse khafa Aye khuda, aye khuda Aisa main kya kiya Teri duniya hain mujhse khafa Bachcha tadpe zakhmi, roye mamta Insaan hu aakhir main kaise na sunta Bachcha tadpe zakhmi, roye mamta Insaan hu aakhir main kaise na sunta Rote ko hasaaya, bigdi to bana aaya Kya meri khata jo mujhse Hua koi kaam ulta sidha Aye khuda, aye khuda Aisa main kya kiya Teri duniya hain mujhse khafa Aye khuda, aye khuda Aisa main kya kiya Teri duniya hain mujhse khafa Murat pe to ganga jal jag fenke Majbur ko jalta ghar koi na dekhe Murat pe to ganga jal jag fenke Majbur ko jalta ghar koi na dekhe Vo ghar ko bachana tha, Phir malik tu hi bata Kya meri khata jo mujhse Hua koi kaam ulta sidha Aye khuda, aye khuda Aisa main kya kiya Teri duniya hain mujhse khafa Aye khuda, aye khuda Aisa main kya kiya Teri duniya hain mujhse khafa Ek din to hua aisa, sun daata Main chor na tha phir bhi pakda jaata Ek din to hua aisa, sun daata Main chor na tha phir bhi pakda jaata To pet bujurgo ka Bharta na to kya karta Kya meri khata jo mujhse Hua koi kaam ulta sidha Aye khuda, aye khuda Aisa main kya kiya Teri duniya hain mujhse khafa Aye khuda, aye khuda Aisa main kya kiya Teri duniya hain mujhse khafa Teri duniya hain mujhse khafa Teri duniya hain mujhse khafa atozlyric.com Baate meri jhuthi sahi Pyar to mera sachcha hain Hisse ke dil jaate hain mil Jhuth vo sach se achchha hain Tumko yahi paane ka Rasta tha jaanevafa Kya meri khata jo mujhse Hua koi kaam ulta sidha Aye khuda, aye khuda Aisa main kya kiya Teri duniya hain mujhse khafa Aye khuda, aye khuda Aisa main kya kiya Teri duniya hain mujhse khafa. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ulta Seedha (Title) lyrics in Hindi by Kishore Kumar, music by Rajesh Roshan. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.