Tumne Kiya Hai Aisa Gunah by Gautam Chattopadhyay, Sadhana Sargam song Lyrics and video
Artist: | Gautam Chattopadhyay, Sadhana Sargam |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ravindra Jain |
Lyricist: | Sudhakar Sharma |
Label: | SRK Music |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Tumne Kiya Hai Aisa Gunah lyrics, the song is sung by Gautam Chattopadhyay, Sadhana Sargam from Nari Teri Shakti Anokhi (2014). Tumne Kiya Hai Aisa Gunah Sad soundtrack was composed by Ravindra Jain with lyrics written by Sudhakar Sharma. Aisa kiya hai maine gunah Jo mujhko nahi karna tha Aisa kiya hai maine gunah Jo mujhko nahi karna tha Namumkin ko mumkin kar dun Aisa maine socha tha Tumne kiya hai aisa gunah Jo tumko nahi karna tha Tumne kiya hai aisa gunah Jo tumko nahi karna tha Namumkin mumkin ho jaaye Aisa tumne socha tha Aisa kiya hai maine gunah Jo tumko nahi karna tha Pyar tumne kisi aur se kiya tha Khayi thi kasme wada kiya tha Pyar tumne kisi aur se kiya tha Khayi thi kasme wada kiya tha Usne basai apni duniya Tumne ujadi meri duniya Yeh bhi gunah hai Wo bhi gunah tha Aisa kiya hai maine gunah Jo mujhko nahi karna tha atozlyric.com Dard hi dard hai Meri zindagi mein Hogi naseeb khushi Kya zindagi mein Dard hi dard hai Meri zindagi mein Hogi naseeb khushi Kya zindagi mein Yaad nahi mujhko Wo din hai the Kitne aashiyane kitne Mehal jo chune the Zindagi mein hasna Chaha kya yeh gunah tha Marne ke baad bhi Jeena chahata hun Dil banke sine mein Dhadkna chahata hun Marne ke baad bhi Jeena chahata hun Dil banke sine mein Dhadkna chahata hun Mar ke bhi tum mujh Mein shamil ho aise Jism aur ruh ka Rishta ho jaise Main apnio zindagi Pe zar zar hota hun Aisa kiya hai maine gunah Jo mujhko nahi karna tha Tumne kiya hai aisa gunah Jo tumko nahi karna tha Namumkin mumkin ho jaaye Aisa tumne socha tha Tumne kiya hai aisa gunah Jo tumko nahi karna tha. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tumne Kiya Hai Aisa Gunah lyrics in Hindi by Gautam Chattopadhyay, Sadhana Sargam, music by Ravindra Jain. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.