Dil Jawaani Ke Nashe Se by Mohammed Rafi song Lyrics and video

Artist:Mohammed Rafi
Album: Single
Music:Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Lyricist:Sarshar Sailani
Label:Saregama
Genre:Playful
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Dil Jawaani Ke Nashe Se lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Birha Ki Raat (1950). Dil Jawaani Ke Nashe Se Playful soundtrack was composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish with lyrics written by Sarshar Sailani.
Dil jawaani ke nashe se choor hai
Dil jawaani ke nashe se choor hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
atozlyric.com
Jab se yeh zaalim jawaani aa gayi
Jab se yeh zaalim jawaani aa gayi hoy
Har adaa ko chhed-khaani aa gayi
Har adaa ko chhed-khaani aa gayi
Aankh ladne ke liye majboor hai
Kaun kehtaa kaun kehtaa hoye
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Humne dil jis ke hawaale kar diyaa
Humne dil jis ke hawaale kar diyaa
Uss ne zakhmon se kaleja bhar diyaa
Uss ne zakhmos se kaleja bhar diyaa
Dekhiye qismat ko kya manzoor hai
Kaun kehtaa kaun kehtaa hoye
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Jo haseen dekhaa usse apnaa liyaa
Jo haseen dekhaa usse apnaa liyaa
Aji chaar baaten kar ke dil behlaa liyaa
Chaar baaten kar ke dil behlaa liyaa
Bas hamaara to yahi dastoor hai
Kaun kehtaa kaun kehtaa haay
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Dil jawaani ke nashe se choor hai
Dil jawaani ke nashe se choor hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Dil Jawaani Ke Nashe Se lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Bhagatram Batish, Husnlal Batish. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.