Jab Aa Hi Gaye Hai by Asha Bhosle, Badrinath Pawar, Mahendra Kapoor, Shankar Dasgupta song Lyrics and video

Artist:Asha Bhosle, Badrinath Pawar, Mahendra Kapoor, Shankar Dasgupta
Album: Single
Music:Omkar Prasad Nayyar
Lyricist:Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Label:Saregama
Genre:Playful
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Jab Aa Hi Gaye Hai lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Badrinath Pawar, Mahendra Kapoor, Shankar Dasgupta from Kahin Din Kahin Raat (1968). The music of Jab Aa Hi Gaye Hai Playful track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).
Jab aa hi gaye hai dar pe tere
Kuchh kar ke yaha se jayenge
Ya apni murade payenge
Ya marke yaha se jayenge
Jab aa hi gaye hai dar pe tere
atozlyric.com
Daulat ke nashe me chur hai tu
Insan se najre fer nahi
Bhagwan ke ghar me der to hai
Nadan magar andher nahi
Nadan magar andher nahi
Insaf ki chakki me ek din
Insaf ki chakki me ek din
Sab log yaha pis jayenge
Jab aa hi gaye hai dar pe tere
Kuchh kar ke yaha se jayenge
Ya apni murade payenge
Ya marke yaha se jayenge
Jab aa hi gaye hai dar pe tere
Dunia ke khazane tu hi bata
Wo kaun the jiske sath gaye
Apni to najar me jo the wahi
Sab log hi khali hath gaye
Sab log hi khali hath gaye
Tu lakh na samjhe fir bhi tujhe
Tu lakh na samjhe fir bhi tujhe
Ye bat magar samjhayenge
Jab aa hi gaye hai dar pe tere
Kuchh kar ke yaha se jayenge
Ya apni murade payenge
Ya marke yaha se jayenge
Jab aa hi gaye hai dar pe tere
Kab chain se jine dengi tujhe
Madlum garibo ki aahe
Kab chain se jine dengi maglum
Madlum garibo ki aahe
Kato me dhakelengi yahi tujhko
Teri hi balaye ye rahi
Teri hi balaye ye rahi
Hum dard se to tadpenge
Lekin tujhko bhi tadpayenge
Jab aa hi gaye hai dar pe tere
Kuchh kar ke yaha se jayenge
Ya apni murade payenge
Ya marke yaha se jayenge
Jab aa hi gaye hai dar pe tere.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Jab Aa Hi Gaye Hai lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Badrinath Pawar, Mahendra Kapoor, Shankar Dasgupta, music by Omkar Prasad Nayyar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.