Andaz Hasino Ke by Kamal Barot, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Kamal Barot, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Chitragupta Shrivastava |
Lyricist: | Farooq Qaiser |
Label: | Saregama |
Genre: | Masti |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Andaz Hasino Ke lyrics, the song is sung by Kamal Barot, Mohammed Rafi from Saat Samundar Paar (1965). The music of Andaz Hasino Ke Masti track is composed by Chitragupta Shrivastava while the lyrics are penned by Farooq Qaiser. Andaz hasino ke Duniya se nirale hai Andaz hasino ke Duniya se nirale hai Upar se bade gore Andar se ye kale hai Andaz ye mardo ke Duniya se nirale hai Andaz ye mardo ke Duniya se nirale hai Ye pyar ke dhokhe me Dil lutnne wale hai Andaz ye mardo ke Duniya se nirale hai atozlyric.com Milte hi nazar pahle Madhosh banate hai Phir chand se chehare ko Aanchal me chhupate hai Milte hi nazar pahle Madhosh banate hai Phir chand se chehare ko Aanchal me chhupate hai Do rangi ada inki ab tak Koi na samjha Kuch phul bhi rakhte hai Kuch khar bhi kale hai Kuch phul bhi rakhte hai Kuch khar bhi kale hai Ye pyar ke dhokhe me Dil lutnne wale hai Andaz ye mardo ke Duniya se nirale hai Aaj hamse kiye wade Kal unse mohabbat ki Khate hai kasam jhuti Din rat sharafat ki Aaj hamse kiye wade Kal unse mohabbat ki Khate hai kasam jhuti Din rat sharafat ki Dildar na puchho tumko Duniya me aane diya kaise Allah ki kasam ye to Dil todne wale hai Allah ki kasam ye to Dil todne wale hai Upar se bade gore Andar se ye kale hai Andaz hasino ke Duniya se nirale hai Aawaz ye kahti hai Dil tod diya tumne Aawaz ye kahti hai Dil tod diya tumne Kya hamne bigada hai Kyu chhod diya tumne Ab soch samjh ke tum Najdik mere aana Talwar kamar me hai Aur hath me bhale hai Talwar kamar me hai Aur hath me bhale hai Talwar kamar me hai Aur hath me bhale hai Talwar kamar me hai Aur hath me bhale hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Andaz Hasino Ke lyrics in Hindi by Kamal Barot, Mohammed Rafi, music by Chitragupta Shrivastava. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.