Samne Aa Parda Hata by Asha Bhosle, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Dattaram Wadkar |
Lyricist: | Farooq Qaiser |
Label: | Saregama |
Genre: | Masti |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Samne Aa Parda Hata lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Ek Din Aadhi Raat (1971). The music of Samne Aa Parda Hata Masti track is composed by Dattaram Wadkar while the lyrics are penned by Farooq Qaiser. Samne aa parda hata, hata , hata Samne aa parda hataa, hata , hata Dekhe jara tujhe mein kya hai Dekhe jara tujhe aisa hai kya Dekhe jara tujhe aisa hai kya Kya kya kya haye kya Ja rey ja samjha hai kya kya kya Ja rey ja samjha hai kya kya kya Pyar tujhe karna aata hai kya Pyar tujhe karna aata hai kya Kya kya kya haye kya Samne aa parda hata Ja rey ja samjha hai kya Tum bhi pathar ke dil bhi pathar ka Pyar mera hai teri takar ka Dil jale duniya jala dete hai Aag pani mein laga dete hai Lakh bijali girao tum dil pe Hum to pahuchenge aaj manzil pe Tumko nicha dikha ke chhodenge Tumko nicha dikha ke chhodenge Aaj apna bana ke chhodenge haye Aaj apna bana ke chhodenge Aa aa Husan wale teri duhayi hai haye Lab pe mera sada ye aayi hai Samne aa parda hata Ja rey ja samjha hai kya atozlyric.com Toba toba ye pyar kaisa hai Dil tera bekarar kaisa hai Hum na aayenge teri baato me Char din ki ye mulakato me Mat karo dawaa dil lagane ka Faida kya hai ab chhupane ka Pyar jo karte hai chup rahte hai Dard tera hai tujhse kahte ahi Kuch na paoge shikayat karke Jam pila yu bhi mohabbat karke Pyar ko tumne dil lagi samjha Moat ko humne zindagi samjha Aa aa aa Kuch bhi tumse nahi chhupaya hai Dil me jo hai jubba pe aaya hai Kya, ja rey ja samjha hai kya Samne aa parda hata Dekhe jara tujhe mein kya hai Pyar tujhe karna aata hai kya Samne aa parda hata Ja rey ja samjha hai kya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Samne Aa Parda Hata lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, music by Dattaram Wadkar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.