Ek Nayan Mein Maa Ki Mamta by Usha Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Usha Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Vyas |
Label: | Saregama |
Genre: | Festivals |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ek Nayan Mein Maa Ki Mamta lyrics, the song is sung by Usha Mangeshkar from Chhota Baap (1977). The music of Ek Nayan Mein Maa Ki Mamta Festivals track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Bharat Vyas. Ek nayan mein maa ki mamta Ek nayan me pita ka pyar Bahana maine tujhme paya Dono ka hi lad dular Ek nayan mein maa ki mamta Ek nayan me pita ka pyar Bahana maine tujhme paya Dono ka hi lad dular Ek nayan mein maa ki mamta Ma ne mujhko zanam diya tha Bachpan me hi chhod chali Ma ne mujhko zanam diya tha Bachpan me hi chhod chali Tere hatho sonp ke mujhko Apana nata tod chali Mere bachpan ko paya Mere hi aanchal ka pyar Ek nayan mein maa ki mamta Ek nayan me pita ka pyar Bahana maine tujhme paya Dono ka hi lad dular Ek nayan mein maa ki mamta atozlyric.com Mai nanha sa diya Mai nanha sa diya Jise tu rakhati sada ujal ke Duniya ke toofan to hai Rakhati mujhe sambhal ke Mai nanha sa diya Jise tu rakhati sada ujal ke Duniya ke toofan to hai Rakhati mujhe sambhal ke Mere liye to meri bahana Tu hai devi parawati Ek nayan mein maa ki mamta Ek din chhod mujhe jab Tu sasural chali jayegi Ek din chhod mujhe jab Tu sasural chali jayegi Jitana tujhe bhulauga Utni hi yaad aayegi Utni hi yaad aayegi Tujhe khinch kar hi Layega rakasha bandhan Ka tayohar Ek nayan mein maa ki mamta Ek nayan me pita ka pyar Bahana maine tujhme paya Dono ka hi lad dular Ek nayan mein maa ki mamta. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ek Nayan Mein Maa Ki Mamta lyrics in Hindi by Usha Mangeshkar, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.