Kya Zamana Tha by Talat Aziz song Lyrics and video
Artist: | Talat Aziz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Talat Aziz |
Lyricist: | Nasir Kazmi |
Label: | Fontana India, Universal Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Kya Zamana Tha lyrics, the song is sung by Talat Aziz from A Touch Of Talat Aziz (1981). Kya Zamana Tha Ghazal soundtrack was composed by Talat Aziz with lyrics written by Nasir Kazmi. Kya zamana tha ke Hum roj mila karte the Kya zamana tha ke Hum roj mila karte the Raat bhar chand ke Hum raah phira karte the Kya zamana tha Jahan tanhaaiya sar Phod ke so jaati hain Jahan tanhaaiya sar Phod ke so jaati hain In makaano mein Ajab log raha karte the In makaano mein Ajab log raha karte the Raat bhar chand ke Hum raah phira karte the Kya zamana tha atozlyric.com Dekh kar jo humen chup Chaap ghuzar jaata hai Dekh kar jo humen chup Chaap ghuzar jaata hai Kabhi is saks ko hum Pyaar kiya karte the Kabhi is saks ko hum Pyaar kiya karte the Raat bhar chand ke Hum raah phira karte the Kya zamana tha Itfaakate zamana Ajab hain naseer Itfaakate zamana Ajab hain naseer Aaj woh dekha rahe Hain jo suna karte the Aaj woh dekha rahe Hain jo suna karte the Raat bhar chand ke Hum raah phira karte the Kya zamana tha ke Hum roj mila karte the Raat bhar chand ke Hum raah phira karte the Kya zamana tha. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kya Zamana Tha lyrics in Hindi by Talat Aziz, music by Talat Aziz. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.