Deep Jale Dekho by Asha Bhosle, Rekha Jaikar, Usha Khanna song Lyrics and video

Artist:Asha Bhosle, Rekha Jaikar, Usha Khanna
Album: Single
Music:Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyricist:Verma Malik
Label:Saregama
Genre:Dance
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Deep Jale Dekho lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Rekha Jaikar, Usha Khanna from Dil Daulat Duniya (1972). Deep Jale Dekho Dance soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Verma Malik.
Deep jale dekho
Deep jale dekho
Kaise karte hai humko isare
Deep nahi gori dil ki
Dhadkan hai dil ko pukare
Deep nahi gori dil ki
Dhadkan hai dil ko pukare
Deep nahi gori
Raat ko jaagti din ko soi
Raat ko jaagti din ko soi
Ye na jaane mujhe kya hua hai
Ye na jaane mujhe kya hua hai
Jo jawaani me hota hai aksar
Ho jo jawaani me hota hai aksar
Aaj tujko vahi ho gaya hai
Ho aaj tujko vahi ho gaya hai
Yahi to hai pyar
Yahi to hai pyar koi
Aaya hai dil mai tumhare
Deep nahi gori dil ki
Dhadkan hai dil ko pukare
Deep nahi gori
Chor humne bhi dekhe sune hai
Chor humne bhi dekhe sune hai
Par ye dil chor to hai nirale
Par ye dil chor to hai nirale
Dil gaya hai to jaane de gori
Ho dil gaya hai to jaane de gori
Bach sake to jawaani bachale
Bach sake to jawaani bachale
atozlyric.com
Bach ke raho jee
Bach ke raho jee koi
Piche pada hi tumhare
Deep nahi gori dil ki
Dhadkan hai dil ko pukare
Deep nahi gori
Unko dil mai chupalu umar bhar
Unko dil mai chupalu umar bhar
Aisa jaadu koi ab sikha do
Ho aisa jaadu koi ab sikha do na
Unko aanhko ke andar bitha kar
Unko aanhko ke andar bitha kar
Apni palko ke aanchal gira do
Apni palko ke aanchal gira do
Tum unko dekho
Tum unko dekho vo
Dekhe tumhare najaare
Deep nahi gori dil ki
Dhadkan hai dil ko pukare
Deep jale dekho
Kaise karte hai humko isare.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Deep Jale Dekho lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Rekha Jaikar, Usha Khanna, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.