Aashiyan by Ranjit Barot, Shreya Ghoshal song Lyrics and video
Artist: | Ranjit Barot, Shreya Ghoshal |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ranjit Barot |
Lyricist: | Mehboob Alam Kotwal |
Label: | Saregama |
Genre: | Dream |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aashiyan lyrics, the song is sung by Ranjit Barot, Shreya Ghoshal from Holiday (2006). Aashiyan Dream soundtrack was composed by Ranjit Barot with lyrics written by Mehboob Alam Kotwal. Aashiyaan ban gaya mera dil aaj se Meharbaan ho gaya ishq bhi aaj se Aaj ko baandh lu main in zulfon se Tham lu main yeh pal meri palkon se Ho jashna aaisa jhoome jahaan Aaye na aaye kal kya pata Aashiyaan ban gaya mera dil aaj se Naseebon mein jaane likha aur kya Naseebon mein jaane likha aur kya Hain kismat mein apni chupa aur kya Yeh fikre khudaai tu chod ke Apni tamannao ko rang de Iske siva jeena hai aur kya Jam gaya so gaya woh kal bhul ke Aaj ki maauj mein chala jhool ke Ho jashn kaisa jhoome jahaan Aaye na aaye kal kya pata Aashiyaan ban gaya mera dil aaj se Sitaaron ko bhi aaj roko zara Sitaaron ko bhi aaj roko zara Ho chanda ko bhi aaj toko zara Saji hai dilo ki mehfil yahaan Kashti yahi hain saahil yahaan Paayi mohabbat ne manzil yahaan Umra bhar yu chale yeh shaam toh bhi kya Zindagi aaj ho tamam toh bhi kya Ho jashna aaisa jhoome jahaan Aaye na aaye kal kya pata Aashiyaan ban gaya mera dil aaj se atozlyric.com Aashiyaan ban gaya mera dil aaj se Meharbaan ho gaya ishq bhi aaj se Aaj ko baandh lu main in zulfon se Thaam lu main yeh pal meri palkon se Ho jashn aaisa jhoome jahaan Aaye na aaye kal kya pata Aashiyaan ban gaya mera dil aaj se. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aashiyan lyrics in Hindi by Ranjit Barot, Shreya Ghoshal, music by Ranjit Barot. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.