Tan Ke Zakhm Toh Bhar Gaye Lekin by Attaullah Khan Esakhelvi song Lyrics and video
Artist: | Attaullah Khan Esakhelvi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Attaullah Khan Esakhelvi |
Lyricist: | Attaullah Khan Esakhelvi |
Label: | Tips Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Tan Ke Zakhm Toh Bhar Gaye Lekin lyrics, the song is sung by Attaullah Khan Esakhelvi from Haal Mera Puchhne Woh... (2004). The music of Tan Ke Zakhm Toh Bhar Gaye Lekin Ghazal track is composed by Attaullah Khan Esakhelvi while the lyrics are penned by Attaullah Khan Esakhelvi. Baat parde ki hai parda Hi pada rehne do Naam ka kaatil ka bata Tu ye mara kaam nahin Kaam kya hai teri ulfat Mein tadapne ke siva Tu nahin hai to ghadi Bhar mujhe aaram nahin atozlyric.com Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin Dil ko abhi aaram na aaya Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin Dil ko abhi aaram na aaya Jiske liye hoon ab tak jinda Jiske liye hoon ab tak jinda Uska koi paigaam na aaya Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin Dil ko abhi aaram na aaya Badnaami ke daag lage hai Bas mere hi daaman par Badnaami ke daag lage hai Bas mere hi daaman par Jisne kiya hai rushwa mujhko Uspe koi ilzaam na aaya Jisne kiya hai rushwa mujhko Uspe koi ilzaam na aaya Jiske liye hoon ab tak jinda Jiske liye hoon ab tak jinda Uska koi paigaam na aaya Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin Dil ko abhi aaram na aaya Bheja usne naama par ko Jab main duniya chhod chala Bheja usne naama par ko Jab main duniya chhod chala Uska kaashid aaya lekin Mere kisi bhi kaam na aaya Uska kaashid aaya lekin Mere kisi bhi kaam na aaya Jiske liye hoon ab tak jinda Jiske liye hoon ab tak jinda Uska koi paigaam na aaya Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin Dil ko abhi aaram na aaya Jisko pee kar apne tute Dil ko kuchh to chain mile Jisko pee kar apne tute Dil ko kuchh to chain mile Apne hath mein ab tak yaaro Apne hath mein ab tak yaaro Koi bhi aisa jaam na aaya Jiske liye hoon ab tak jinda Jiske liye hoon ab tak jinda Uska koi paigaam na aaya Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin Dil ko abhi aaram na aaya Tod diya hai jiski khatir Naata saari duniya se Tod diya hai jiski khatir Naata saari duniya se Uske hoton par to ab tak Bhulke mera naam na aaya Uske hoton par to ab tak Bhulke mera naam na aaya Jiske liye hoon ab tak jinda Jiske liye hoon ab tak jinda Uska koi paigaam na aaya Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin Dil ko abhi aaram na aaya Khabar thi usko meri maiyyat Uski gali se ghuzaregi Khabar thi usko meri maiyyat Uski gali se ghuzaregi Log to sab hi dekh rahe they Log to sab hi dekh rahe they Lekin woh sare baam na aaya Jiske liye hoon ab tak jinda Jiske liye hoon ab tak jinda Uska koi paigaam na aaya Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin Dil ko abhi aaram na aaya Tere dar pe dastak deke Aakhir saajid so hi gaya Tere dar pe dastak deke Aakhir saajid so hi gaya Tu na mila to moat mili hai Tu na mila to moat mili hai Harsh tere na kaam aaya Jiske liye hoon ab tak jinda Jiske liye hoon ab tak jinda Uska koi paigaam na aaya Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin Dil ko abhi aaram na aaya Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin Dil ko abhi aaram na aaya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tan Ke Zakhm Toh Bhar Gaye Lekin lyrics in Hindi by Attaullah Khan Esakhelvi, music by Attaullah Khan Esakhelvi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.