Musaafir Hai Ham Tum by Mohammed Rafi, Mubarak Begum, Sudha Malhotra song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi, Mubarak Begum, Sudha Malhotra |
---|---|
Album: | Single |
Music: | A.R. Qureshi |
Lyricist: | Asad Bhopali |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Musaafir Hai Ham Tum lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Mubarak Begum, Sudha Malhotra from Sim Sim Marjina (1958). Musaafir Hai Ham Tum Playful soundtrack was composed by A.R. Qureshi with lyrics written by Asad Bhopali. Musaafir hai ham tum ye duniya sarai Idhar koi aaye udhar koi jaaye Ye jalave ye nagame ye mehfil suhaani Ye husn aur mohabbat ki ragi kahani Yaha ki har ek chiz hai aani jaani Wo nadan hai inase jo dil lagaaye Musaafir hai ham tum Har ek chiz me hai nayi zindagani Wo nadan hai jo yaha tak na aaye Musaafir hai ham tum Zamana hua hai na hoga kisi ka Tamasha hai sara ghadi do ghadi ka Bharosa na karna kabhi zindagi ka Naa maalum kab saans aaye na aaye Musaafir hai ham tum atozlyric.com Ye duniya hai do ghadi ka tamasha Na karna yaha zindagi ka bharosa Naa baaki rahe koi dil ki tamanna Adhuri kahi daastaa rah na jaaye Musaafir hai ham tum. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Musaafir Hai Ham Tum lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, Mubarak Begum, Sudha Malhotra, music by A.R. Qureshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.