Chakravyuh Ka Chakra by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Chitragupta Shrivastava |
Lyricist: | Vyas |
Label: | Saregama |
Genre: | Philosophical |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Chakravyuh Ka Chakra lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Mahabharat (1965). The music of Chakravyuh Ka Chakra Philosophical track is composed by Chitragupta Shrivastava while the lyrics are penned by Bharat Vyas. Chakravyuh ka chakra gira Hai kourav dal ki chaal hai Aaj kal ki chati per abhimanyu Jaisa bal hai samne is vyuh mein Pehle jaydrath aa gaye Veer abhimanyu ke hatho ye Bhi muh ki kha gaye pehale Socha maar dhalu kya yahi Satkarm hai fir kaha na marna Murchhit ko ghour adharm hai Chal kapat ki ye ladayi dekh kar Hoti vyatha saat yodhhao se Ladte ek balak ki katha Ye mahabharat ki katha Ye mahabharat ki katha atozlyric.com Samne dekha khade ye karan sar ucha liye Baan abhimanyu ka chhuta Baan abhimanyu ka chhuta Dhanush ke tukade kiye Hila dushasan ka aasan Hila dushasan ka aasan wo bhi Bhaga kanp ke kaun aage ayega Jwalamukhi is aag ke Ab lo dekho ab lo dekho Banjo ke pyare mama aa gaye Aaj ye pase na palte ulte jansa kha gaye Ithar dekho dhanurdhari shailya saj dhaj kar khada ye thi tuta is tarah jo dal se patta jada Jwal bhadki aaj duryodhan ki bhi na khair hai Aaj wish ugalega ye sadiyo purana wair hai Sabne socha is tarah balak ye bhaj na aayega Kut niti se ise maro tabhi mar jayega Ik taraf sato maharathi ek taraf balak akela Fir jab tak pran tan mein kshatriyo ka khel khela Wah re wah pyare bhatije tujhse ujjval wansh hai Aa gale mil le gadi bhar tu hamara ansh hai Is tarah ek chal tapti chali duryodhan chala Gale milne ke bahane nij bhatije ko chala Peeth par abhimanyu ke ek baan dokhe ka chala. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Chakravyuh Ka Chakra lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Chitragupta Shrivastava. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.