Naa Munh Chhupake Jiyo by Mahendra Kapoor song Lyrics and video
Artist: | Mahendra Kapoor |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ravi Shankar Sharma (Ravi) |
Lyricist: | Sahir Ludhianvi |
Label: | Saregama |
Genre: | Philosophical |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Naa Munh Chhupake Jiyo lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor from Hamraaz (1967). The music of Naa Munh Chhupake Jiyo Philosophical track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Sahir Ludhianvi. Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Gamon kaa daur bhi aaye Toh muskura ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Ghata me chhupake Sitare fana nahi hote Ghata me chhupake Sitare fana nahi hote Andheri rat ke Andheri rat ke dil me Diye jala ke chalo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Gamon kaa daur bhi aaye Toh muskura ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Na jaane kon sa pal Mout ki amaanat ho Na jaane kon sa pal Mout ki amaanat ho Har ek pal ki Har ek pal ki khusi Gale laga ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo O gamon kaa daur bhi Aaye toh muskura ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo atozlyric.com Yeh jindagi kisi manjil Pe ruk nahi sakati Yeh jindagi kisi manjil Pe ruk nahi sakati Har ik makam pe Har ik makam pe Kadam badhake chalo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo O gamon kaa daur bhi Aaye toh muskura ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Naa Munh Chhupake Jiyo lyrics in Hindi by Mahendra Kapoor, music by Ravi Shankar Sharma (Ravi). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.