Aapan Jeevan Darpan Nyaara by Ila Ghosh song Lyrics and video

Artist:Ila Ghosh
Album: Single
Music:Pankaj Mullick
Lyricist:A. H. Shor
Label:Saregama
Genre:Playful
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Aapan Jeevan Darpan Nyaara lyrics, the song is sung by Ila Ghosh from Doctor (1940). Aapan Jeevan Darpan Nyaara Playful soundtrack was composed by Pankaj Mullick with lyrics written by A. H. Shor.
Aapan jeevan darpan nyaaraa aa
Aapan jeevan darpan nyaaraa
Iss mein samaayaa roop tihaaraa
Aapan jeevan darpan nyaaraa
Aapan jeevan
atozlyric.com
Jag ki sewaa jeevan rakshaa
Jag ki sewaa jeevan rakshaa
Karm tumhaare dharm hamaaraa
Jag ki sewaa jeevan rakshaa
Karm tumhaare dharm hamaaraa
Rogi man ko tumhri aashaa
Jeevan jal kaa amrit dhaaraa
Man mein samaayaa roop tihaaraa
Aapan jeevan darpan nyaaraa aa
Andhi aankh ko tumhraa darshan
Dukh badri mein
Chamaktaa taaraa aa aa aaa
Mujhko ko bhi apnaa saa banaa do
Mujhko ko bhi apnaa saa banaa do
Haath ho mere kaam tumhaaraa
Man mein samaayaa roop tihaaraa
Aapan jeevan darpan nyaaraa aa
Aapan jeevan darpan nyaara.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Aapan Jeevan Darpan Nyaara lyrics in Hindi by Ila Ghosh, music by Pankaj Mullick. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.