Hum Albele Saudagar by Mohammed Rafi, Usha Khanna song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi, Usha Khanna |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Usha Khanna |
Lyricist: | Saleem Sagar |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Hum Albele Saudagar lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Usha Khanna from Nateeja (1969). The music of Hum Albele Saudagar Playful track is composed by Usha Khanna while the lyrics are penned by Saleem Sagar. Hum albele saudagar Chhoti si dukaan sajaa kar Hum albele saudagar Chhoti si dukaan sajaa kar Dilli ke bazaar se aaye Nai niraali cheezen laaye Bechte hain raste mein Raste ka maal saste mein Bechte hain raste mein Raste ka maal saste mein Har cheez milegi badhiya Kuchh lete jaao baabu Har cheez milegi badhiya Kuchh lete jaao baabu Bazaar se keemat kam hai Jo chaaho khareedo baabu Oonchi dukaan ka to Pheekaa pakwaan hai Sachcha hai maal apnaa Sachchee zubaan hai Bechte hain raste mein Raste ka maal saste mein Bechte hain raste mein Raste ka maal saste mein Main chhota sa palish wala Kuchh meri bhi sewa lena Sheeshe ki tareh jooton ko Chamkaun to paise denaa Yaaron ki baat maano Paise bachaao Paalish ki ek dibiyaa Ghar lete jaao Bechte hain raste mein Raste ka maal saste mein Bechte hain raste mein Raste ka maal saste mein atozlyric.com Ye choodiyan ye jhumke Ye saari banaaras waali Ye choodiyan je jhumke Ye saari banaaras waali Sab lete jaao baabu Khush ho jaaye gharwaali Roothhe mehboob ko Jo chaaho manana Apni dukaan par Tum sang le ke aanaa Bechte hain raste mein Raste ka maal saste mein Bechte hain raste mein Raste ka maal saste mein Hum albele saudagar Chhoti si dukaan sajaa kar Hum albele saudagar Chhoti si dukaan sajaa kar Dilli ke bazaar se aaye Nai niraali cheezen laaye Bechte hain raste mein Raste ka maal saste mein Bechte hain raste mein Raste ka maal saste mein. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Hum Albele Saudagar lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, Usha Khanna, music by Usha Khanna. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.