Dil Tera Dhadakne Laga by Anuradha Paudwal, S. P. Balasubrahmanyam song Lyrics and video

Artist:Anuradha Paudwal, S. P. Balasubrahmanyam
Album: Single
Music:Nikhil, Vinay
Lyricist:Deepak Sneh
Label:T-Series
Genre:Romantic
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Dil Tera Dhadakne Laga lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, S. P. Balasubrahmanyam from Main Tera Aashiq (1994). Dil Tera Dhadakne Laga Romantic soundtrack was composed by Nikhil, Vinay with lyrics written by Deepak Sneh.
Dil tera dhadakne laga
Dil mera dhadakne laga
Dil tera dhadakne laga
Dil mera dhadakne laga
Raftaar dhadkano ki kuchh hai juda juda
Raftaar dhadkano ki kuchh hai juda juda
Andaaz dhadkne ka lekin hai ek saa
Dil tera dhadakne laga
Dil mera dhadakne laga
Are re dil tera dhadakne laga
Dil mera dhadakne laga
atozlyric.com
Mehka huaa roop tera mast hai teri jawaani
Dil tera bas mein nahin mat kar kuchh nadaani
Hotho pe naam agar haan tere dil mein hai
Kaise paas aaun main dil badi mushkil mein hai
Dil tera dhadakne laga
Dil mera dhadakne laga
Are re dil tera dhadakne laga
Dil mera dhadakne laga
Khushboo tere tann ki yunhi mehki meri tanhaai
Chhuimui hoon chhunna mujhe o bhawra harzaai
Apno se kyun bhala ye nazar sharmaai
Dushman hai ye jahaan pyaar ki na ho rushwaai
Haay dil tera dhadakne laga
Dil mera dhadakne laga
Ho dil tera dhadakne laga
Dil mera dhadakne laga
Raftaar dhadkano ki kuchh hai juda juda
Raftaar dhadkano ki kuchh hai juda juda
Andaaz dhadkne ka lekin hai ek saa
Dil tera dhadakne laga
Dil mera dhadakne laga
Dil tera dhadakne laga
Dil mera dhadakne laga
Raftaar dhadkano ki kuchh hai juda juda
Raftaar dhadkano ki kuchh hai juda juda
Andaaz dhadkne ka lekin hai ek saa
Dil tera dhadakne laga
Dil mera dhadakne laga
Are re dil tera dhadakne laga
Dil mera dhadakne laga.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Dil Tera Dhadakne Laga lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, S. P. Balasubrahmanyam, music by Nikhil, Vinay. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.